Full Forms

Ok ka Full Form kya hai | Ok ka Full Form

Hello Friends, Umeed hai ke aap sabi ache hoge, aaj ki es post mai hum aapko ok ka full form ke baare main batayinge ke ok ka full form kya hai.ok word english language main sabse zyada boli jani wali word hai. balke deegar languages main bi ok word bohut zyada boli jati hai.ok word aik english language ka word hai.

 

Ok ka Full Form kya hai | Ok ka Full Form
ok ka full form

 

agar aap ok full form ke information hasil karna chate hai to es article ko end tak read karte rahiye, muje umeed hai ke aapko es article main es ka completely answer milega jis topic ya question ke lea aap hamare blog par alye hai.

Also Read This Posts.⇓

OK ka Full Form Kya Hain

ok ka full form hai (oll korrect) all is well hindi main bola jata hai. es lea america main ok ya (oll korrect) use hota hai.Friends har koyi ye word (ok) use karta hai aur aap bi karte hoge, pore din main kisi na kisi tarike se use karte honge, aap office main ho ya pir company job mai kisi na kisi morh par aap use karte honge. ye word aaj bi dunya bohut popular hai.OK (also spelled as okay, ok, or O.K.)

 

Wekipedia ke mutabiq ok ka full form hai (Ole Kurreck) jo american english mai hai.ab kuch places mai ye word bohut zyada use hota hai for example social Media chatting ,live video chatting  etc.ok ka matlab ye bi hai, All Correct, Okay, All clear, all is well .

 

Ok word ki starting kaha se hoyi

Ok word ki history bohut purani hai aaj se taqrebban 181 saal pahle ok word ki starting America se hoyi jo baad main aur countries mai bi ok word ka use hona start hogya. kuch logoo ka khayial hai ke ok word ki starting ghalat talafuz se hoyi lakin haqeeqat main ok word ki starting tanz ya mazaq se hoyi hai, 181 saal pahle aise words ko tanaya tawar par istemaal karna famous tha aur loog funny andaz main jan booj kar aise word use karte the.

 

1839 main ye word Charles Gordon Greene’s office mai funny aur mazayiya tawar par use howa taa.aur ye post 23 march 1839 ko Boston Morning post ke aik article mai edit howa ta jise ok word ko (oll korrect) ke tawar par use kya taa.jis ke baad ok ka full form oll korrect famous hogya.

 

porri dunya mai ok word zyada bole jane wala word hai, ye word dunya main bohut zyada bola jata hai, for example gar hum koyi kaam sahi kare aur baad main hum se hamara boss poche ke wo kaam kaise howa hai to hum us ka jawab ok se bi dei sakta hai.Ok aik aisa word hai jo aapke manzoori, qabooliyat, aapke haa ko zahir karta hai.

 

Difference between OK and All right in hindi

ok ka meaning hai (theek hai) aur all right ka meaning hai (bilkul theek) hai.

 

Ok kaise use kya jata hai?

word ok sabse zyada bole jane wala word hai .jab hum kise doosre se agree karte hai to hum Ok ka word use karte hai.For example

person 1: hi

person 2: Hello

person 1: How are you?

person 2: I am ok 

. .

. .

. .

. .

Chate Continue……

Person 1: Now i have to go because i have some work in my office

Person 2: Ok

 

Umeed karta ho ke ye artical aapko acha laga hoga, es tarike ke aur bi artical padhne ke lea aap hamare blog ko subscribe kar sakte hai. agar aapko koyi bi question ho to aap muje comment karke ponch sakte hai.

 

Thanks for Watching…. 

One thought on “Ok ka Full Form kya hai | Ok ka Full Form

  • Hi, I do think this is an excellent web site. I stumbledupon it 😉 I will revisit once again since i have saved as a favorite it. Money and freedom is the best way to change, may you be rich and continue to guide other people.|

    Reply

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *