Full Forms

BSC ka Full Form in Hindi – Irfan Techno

BSC Full Form in Hindi-Hello Friends, kya aap BSC ke baare main jan na chate hain ke BSC kya hai, aur BSc ka Full Form kya hai. agar aap jan na chate hai to ye post aap ke lea bohut informative hone wala hai qunke es post main, main aapke saat full and final information share karne wala ho BSC ke baare main.                                                                                                       

 

es post main, main apke saat neche diye gye topics ko cover koronga jisko aap read kare ke aapke knowledge main izafa hoga aur aapko BSC ke baare main pori jankari bi mail jayi gi.

 

1. BSC Full Form in Hindi

2. Popular BSc Courses

3. BSC Subjects

4. Popular Job Profile for BSc Graduates

5. B.Sc Course Salary

 

BSC Full Form in Hindi

BSC ka Full Form hai (Bachelor of Science) BSC 3 years ka Science and Technology under Graduates Course hain. 12 Class ka exam paas hone ke baad Science ke students main aik eham digree Course hai. BSC ke Courses kisi bi countries main diffrent ho sakta hai, ye india main 3 saal ka course hai aur baqi countries main es se zyada ya kam ho sakta hai.

 

BSC Full Form in Hindi
BSC Full Form in Hindi

Also Read This Posts.⇓

Eligibility Criteria for BSC Course

Science main dilchaspi rakne wale student Bsc karne karna chate hai lakin wo es ki eligibility ko nahi jante hum aapko batainge ke bsc ke lea kya eligibility hai, es eligibility ke baare main neche bataya gya hai.

 

jesa ke aap jante hai ke bsc aik under guaduate degree hai,es ke lea aapko 12 classes pass karna lazmi hota hai yani secondary tak complete honi chaiye.

 

es keleiye agar aapke marks 60٪ hai to aapko bsc ke lea apply karna bohut aasan hoga, kuch jagho par aap 55٪ par bi apply kar sakte hai.Bsc degree ke lea aap ka age 18 year ya us se zyada hona bohut zaroori hai. 

 

Popular BSc Courses in india

Niche dye gye List main aap kisi bi subject main BSC kar sakta hai jis bi Subject main aapki intrest ho wo aap ke uper depand karta hai.

  1. BSc (Agriculture)
  2. BSc (Medical Technology)
  3. BSC (Scientist)
  4. BSc (Microbiology)
  5. BSc (Electronic)
  6. BSc (Biochemistry)
  7. BSc (Bioinformatics)
  8. BSC (Chemist)
  9. BSC (Computer Science)
  10. BSc (Food Technology)
  11. BSC (Clinical Research Manager)
  12. BSc (Nursing)
  13. BSc (Interior Design)
  14. BSc (Nutrition)
  15. BSc (Genetics)
  16. BSC (Technical Writer/Editor
  17. BSc (Forensic Science)
  18. BSc (Multimedia)
  19. BSc (Nautical Science)
  20. BSc (Information Technology)

 

PoPular BSC Subjects

  1. Zoology
  2. Mathematics
  3. Chemistry
  4. Nautical Science
  5. Electronics
  6. Biology
  7. Nursing
  8. Computer Science
  9. Agriculture
  10. Environmental Science
  11. Physics
  12. Biochemistry etc…..
  13. Botany

 

Future after B.sc

B.sc degree complete karne ke baad aap (M.sc) ke lea apply kar sakte hai ya master of Business Administration jaise graduate degree ke lea apply kar sakte hai. agar candidate ache job ko join karna chate hai zyada salary ke saat to neche dye gye popular job profile ko join kar sakte hai aur zyada paise kama sakte hai.

 

 

Popular Job Profile for BSc Graduates

aap BSC ke baad neche dye gye jobs main kisi bi job kar sakte hai jis main bi aapki zyada interest ho.

  1. Educational Institutes
  2. Space Research Institutes
  3. Hospitals
  4. Biotechnology
  5. Health Care Providers
  6. Pharmaceuticals and Biotechnology Industry
  7. Chemical Industry
  8. Banking
  9. Environmental Management and Conservation
  10. Forensic Crime Research
  11. Geological Survey Departments
  12. Service Consultant
  13. Wastewater Plants
  14. Marketing
  15. Aquariums
  16. Research Firms
  17. Testing Laboratories
  18. Forest Services
  19. Oil Industry

 

B.Sc Course Salary

BSC Course ki salary aapke qabilayiat aur aapke maharat ke uper depand karta hai aur saat main aapke experience ke uper bi depand karta hai agar aapka experience zyada hai to aapki zyada salary bi lagayi ja sakti hai agar experience nahi hai to aapki salary per months 40000 Thousand lagayi ja sakti hai.

 

kon se college se bsc kare | From which college can you do BSC? 

student ke saat sabse badha masla ye aata hai ke un ko paas koyi rehnomayi karne wala koyi nahi hota ke unhe kya karna chaiye. agar aap aik degree lena chate hai to aapke demagh main ye question jaroor hoga ke konsi degree ka intekhab kare.

 

 

agar aapke marks kam hai aur aap bsc degree ke lea apply karna chate hai to aap government college main bsc degree ke lea apply kar sakte hai.agar aapke marks ache hai to aap government college main bi apply kar sakte hai aur agar aap private college main apply karna chate hai to bi aap private college main apply kar sakte hai.

 

what is the benefit of bsc?

BSC Degrees ke bohut saare fayde hai, BSC badhi degrees main se aik degree hai, Government jobs vacancies ke lea zyada tar BSC ya pir BSC degree ki jaroorat hoti hai, agar aap bi Government job ke lea apply karna chate hai aur aapke paas bsc ya pir bsc degree hai to ye aap ke lea bohut acha sabit ho sakta hai aur aapko government job milne ke chancess badh jate hai.

 

agar aapne bsc computer science main kya hai to aapko technology field main job milne ke chances bad jate hai, es ke elawa agar aapne bsc ache marks ke sat complete kya hai to aapko government ki taraf se pay bi kya jata hai, agar aap bsc main enginering karna chate hai ya aap ne already kya hai to ye degree aap keleiye bohut useful ho sakti hai. aap medical se lekar bohut se field main job keleiye apply bi kar sakte hai.

 

Friends, agar aapko bsc ke baare main aur bi sawal karni hai to aap hamare team se pooch sakte hai. hamari team aapko bsc ke baare main aur bi information dei sakte hai. es post main, main bsc ke baare main full information share ki hai, agar aapko lagta hai ke hum ne es article main koyi information missing ki hai to aap jaroor comment main bataye.

 

Umeed hai ke aapko ye article pasand aya hoga es article main, main ne ye topic cover kiye hai (bsc ka full form)(BSC full form in hindi) aur ye bi bataya hai ke bsc ke lea kya eligibility hai kya subjects hai aur konse college se bsc karni chaiye esliye agar aapko ye article pasand aya ho to aap hamare blog ko subscribe kar sakte hai. 

Thanks For Reading…

2 thoughts on “BSC ka Full Form in Hindi – Irfan Techno

  • This paragraph will assist the internet users for setting up new weblog or even a weblog from start to end.|

    Reply
  • My brother suggested I might like this website. He was entirely right. This post truly made my day. You cann’t imagine simply how much time I had spent for this information! Thanks!|

    Reply

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *