Zong

Zong Balance Share karne ka Tarika | Zong Balance Share Code

Zong balance share karne ka tarika: Zong ne zong number se dusre Number Ko balance share karna Aasan bana diya hai ,Zong ne is service ko zong Yari load ka naam Diya Hai. Ab aap zong Yari load ke madad se apne balance ko Apne Pyaro Ke Sath share kar sakte hain .

 

Ab aap ko is baat ki Fikar Nahin Karni chahie ke Aapke relative ya friend ke sath balance nahin hai Kyunki aap apne zong balance Ko Kisi bhi waqt apne relative ya friend ke sath share kar sakte hain .

 

Also Read this Post:

Zong sim Number Check karne ka Tarika (Latest Method 2021)

How to get zong sim Lagao offer in 2021

How to Activate Telenor Sim Lagao offer in 2021 (lattest method)

 

Agar aapko zong ke is Service ko use karna hai aur aap ko pata nahin hai ke zong ke Yari load service ko kaise istemal kiya Jata Hai To Aaj Ki is post Mein Ham baat karenge aur Aapko sikhayenge Ki zong ka balance kaise share kiya jata hain.

 

Zong ka balance share karne se pahle main aapko ek baat Bata do ki aap ek prepaid zong number se dusre prepaid zong number per Apna balance share kar sakte hain aap Kisi postpaid zong number per apna Balance share nahin kar sakte. 

 

What is Yari Load

 

Yari load zong ka ek service Hai Jiske throw aap apne balance ko share kar sakte ho Apne pyaroon ke sath. Is ne Jindagi ko bahut Aasan bana diya hai. Agar aapke brother sister aur relative ke pass mobile credit khatm hai to aap apne balance ko share kar sakte hain is yari Load Ke throw. 

 

Aapko mai recommend Karunga ki aap niche FAQ section ko padhe Kyunki is main aapko question answer Diya hua hai jismein aapke knowledge mein ijaafa hoga . Zong balance share Karne Ka Tarika niche Diya Hua Hai Aap read kar sakte hain. 

 

How to share balance from zong to zong

zong balance share code neche dya howa hain jisko aap follow karke apne zong se doosre zong ko balance share kar sakte hain.

  • Aap *828# dial karen 
  • Jisko aap balance share karna chahte hain uska number dial karen.
  •  aap Kitna amount bhejna Chahte Hain wo amount type Karen.
  • Ab Iske bad aap 1 per reply karen aur confirm Karen.
  • Yah Service sirf aur sirf prepaid customer ke liye hai.
  • Aap kam se kam 10 rupaye bhej sakte hain.
  • Aap Jyada Se Jyada 200 rupaye bache sakte hain. 
  • Is service ke charges Rs 2 hain.

Es Code ko use karke aap apne friends aur family ke saat apne zong to zong balance share kar sakte hain. 

 

How to Get Zong Balance from Friends and Family

Agar aapke paas mobile mein balance khatam ho gya hain aur aap apne kisi friend ya fimily member ko balance keleiya request karna chate ho to aap request baij sakte hain. Request baijne ka tarika alag hai jo neche dya gya hain.

 

  • Aap apne mobile ke keypad se dail karen. *829#
  • Jis ko aap balance keliye request karna chete ho us ka mobile number dail karen.
  • Jitne amount keliye aap request karna chate ho amount type kare.

 

Question and Answers

Q: What do I need to do to Qualify for Yaari Load?

A: Zong ke saare customers es offer keliye eligible hain jis ne last 30 days mein Rs 50 ka balance kya ho.

Q: How many times can I send balance through Yaari Load in a day?

A: aap aik din mein five times yaari load kar sakte hain.

Q: Is there a restriction on the amount being sent through Yaari Load?

A: Aap kam se ka Rs 10 aur zyada se zyada Rs 200 ka balance share kar sakte hain.

Q: Is this service also available for postpaid subscribers?

A: ye service sirf aur sirf prepaid subscribers keliye hain.

 

Terms and Conditions:

  • Ye service sirf prepaid customer keliye hain  (Receiver and sender both).
  • Aap kam se kam Rs.10/- . ka balance share kar sakte hain.
  • App zyada se zyada 200 ka balance share kar sakte hain.
  • Yarri load zong balance share karne ke baad aapke mobile mein Rs.5/ hona jaroori hain.
  • Aap aik din mein five se zyada transaction nahi kar sakte.

so i hope aapko ye article pasand aya hoga aap es tarah ke aur bi post ko padhne keliye aap es blog ko subscribe kar sakte hain.

FAQ:

[sp_easyaccordion id=”982″]

 

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *