Jazz/Warid

jazz balance share karne ka tarika | How To Share Jazz Balance

Aaj ki es post mein, mein aapko batawonga ke aap kis tarah se apne jazz sim se doosre jazz sim ko balance share kar sakte hain.to agar aapko jazz balance share karne ka tarika jan,na hain to es post ko end tak padhe.

 

Jazz ka balance aap sirf jazz ke sim par share kar sakte hain aap kisi doosre sik par share nahi kar sakte, zyada tar friends ye question karte hain ke zong, telenor, ya ufone se jazz sim ko balance kaise share karte hain.

 

Also Read This Post

Mobilink/Jazz SIM Lagao Offer 2021 – Free Minutes, MBs, SMS

jazz call packages 2 hours | jazz 2 hour call package 2021

Jazz Number Check karne ka tarika (Latest Method 2021)

 

To es ka koyi tarika nahi hai, jazz official ne abi tak es ke baare mein kuch nahi bataya howa hai aap sirf jazz to jazz balance share kar sakte hain.

 

Agar aapko jazz sim liye hoye 2 months nahi hoye to aap apne jazz sim se balance share nahi kar sakte, aapka sim kam se kam 2 months se porana hona chaiye. Agar aapka jazz sim 2 months se porana hain to aap eaisly jazz to jazz balance share kar sakte hain.

 

How To Share Jazz Balance

Jazz to jazz balance share code *100# hain, yaha par main aapko baqi steps batawonga jisko aap follow karke aap aasani ke saat jazz to jazz balance share kar sakte hain. 

 

  • Apne mobile ke keypad se Dial kare *100*Number*Amount#
  • Es code ko dial karne ke baad 1 par reply kare.
  • For example aap es number 03001234444 par apne balance ko share karna chate hain.
  • So aapko ye code apne keypad se dial karna hoga. *100*1*03001234444*200# aur 1 par reply karna hoga.
  • Charges are Rs. 5.70 per transaction.
  • Aap apne jazz sim se doosre jazz sim ko Rs 15 se lekar Rs 500 tak share kar sakte hain.

 

Jazz Balance Share

Jazz sim ke kuch terms and Condition hain jise aap follow karke jazz sim se doosre jazz sim ko balance share kar sakte hain . sabse pahi baat ye hai ke aap apne jazz sim doosre jazz sim ko balance share kar sakte hai kisi doosre sim par nahi.

Aap kam se kam Rs 15 aur zyada se zyada Rs 500 ka balance sahre kar sakte hain. Jis jazz sim par aap balance share karna chete hain us par agar 2 dafa ka advance leya howa hain to aap 50 rupees se kam balance share nahi kar sakte .

 

Aapko kam se kam 50 rupees ka balance share karna padhe ga. Agar aap Rs 15 se lekar Rs 40 tak ka balance share karte hai to aapko aik errors mile ga.

 

Agar doosre jazz sim par advance nahi leya howa hain to aap aaram se Rs 15 ka balance share kar sakte hain aap ko koyi bi error nahi mile ga.

 

Agar aap aik new jazz sim purchese karte hai yi kisi doosre network se aapko sim ko jazz main transfer karte hain to aapko free mein balance milte hain aap us balance ko kisi doosre jazz sim par share nahi kar sakte.

 

Aapko par share par charged kya jaye ga jo time to time change hote rehte hai now 2021 main es ke charges hain Rs. 5.70 per transaction.

 

Terms and Conditions

 

  • Agar aapko es ke baare main aur bi information chaiye to aap jazz ke officila par jakar daik sakte hain. Yaha par Click kare.
  • Agar aapko es ke baare main koyi Question hain to aap 111 par call karke pooch sakte hain aap ko guide kya jaye ga.
  • Apne sim ko proper documentation kiye bagair use karna juram hain. PTA

 

So i hope aapko ye article pasand aya hoga jis main, main ne jazz to jazz balance share karne ka tarika 2021 bataya howa hain. Agar aapko ye article pasand aya how hai to aap es blog ko subscribe karna na boliye.

 

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *