UPSC Ka Full Form Aur UPSC Kya Hai (2022)
Aaj hum baat karenge UPSC ke baare main ke UPSC kya hai aur UPSC ka full form kya hai so what the full form of upsc, aur ye bi jaane,ge ke UPSC ka kya kaam hota hai so agar aapko es ke baare main poori jankari chaiye to es post ko end tak padhte rahe.
UPSC ka full form in English (Union Public Service Commission)
UPSC ka full form in Hindi- संघ लोक सेवा आयोग
UPSC ka full form hai (union public service commission) Upsc all india Services, central services indian union ki afwaj keliye barti ka kam karta hai.UPSC (Union Public Service Commission ) india ki aik badhi agency hai jo central government ki khidmaat main officers aur employees keleiye barti ka kam karti hai.
UPSC (union Public Service Commission) zyada tar cityies main jana jata hai, UPSC har saal centre Government ke madad se barti ka ineqad karti hai. ye india ki aik centre government agency hai.
upsc kaise kam karti hai?
UPSC (union Public Service Commission) niche dye gye indian central government ki agences keliye barti ka kam karti hai aur es main level A aur Level B examination bi kya jata hai.
- Civil Service Examination
- Engineering Services Examination
- Combined Defence Services Examination
- Indian Forest Service examination
- National Defence Academy Examination
- Special Class Railway Apprentice
- Combined Medical Services Examination
- Naval Academy Examination
- Central Armed Police Forces (Assistant Commandant) Examination
- Combined Geoscientist and Geologist Examination
- Indian Economic Service/Indian Statistical Service Examination
UPSC kya hai | About UPSC
so basically UPSC kya hai ye aik Indian Government agency hai. UPSC level A aur level B employees ki barti keleye aik Azad tanzeem hai. UPSC (Union Public Service Commission ) October 1 1926 ko banaya gya taa, Upsc (union Public Service Commission) ka Sarkari website hai (https://www.upsc.gov.in) UPSC ka main head office NEW Delhi main hai.
UPSC More information | UPSC ke baare main mazeed maloomat
jaisa ke aapko hum ne UPSC ka full form bataya (union Public Service Commission) agar aap UPSC main job ke lea intrested ho to aap ko ache marks ke saat apply karna padhega qunke es main competition bohut zyada hota hai. aur es main jis ke marks and percentage achi ho us ko zyada select kya jata hai.
List of Public Service Commissions in India
UPSC Exams.
Country ke sabse mushkil exam hone kewaja se en exam main qualifing karne ke baad bi loog us ko bohut achi samajti hai aur loog usko achi nigah se bi daikte hai.UPSC post exam ke lea niche bataya gya hai.
UPSC ka form kab aayega 2022?
UPSC (union Public Service Commission) civil service Exam 2022 keleiye notification agle saal 10 february ko jaari kya jaye ga. es main application submit karne ka last date 2 march 2022 hogi. civil services ibtidayi Exam 27 june 2022 ko hoga.agar aapko aur bi details main jan,na hai to aap neche photo main detail daik sakte hai. jis,se aapki pori doubt Clear ho jayi gi.ya aap es link par click karke Upsc ke website par ja sakte hai.aur waha se poori information le sakte hai.
Friends, agar aapko UPSC ke baare main aur bi sawal karni hai to aap hamare team se pooch sakte hai. hamari team aapko UPSC ke baare main aur bi information provide karegi. es post main, main ne aap ke saat UPSC ke baare main full information share ki hai, aapko agar lagta hai ke hum ne es post main koyi information missing ki hai to aap zaroor comment main bataye.
Umeed hai ke aapko ye post pasand aya hoga es article main, main ne ye topic cover kiye hai (upsc ka full form)(upsc full form in hindi) agar aapko ye article pasand aya ho to aap hamare blog ko subscribe kar sakte hai. ya hame facebook, instagram ya twitter par bi follow kar sakte hai.
Please let me know if you’re looking for a article author for your site. You have some really great articles and I believe I would be a good asset. If you ever want to take some of the load off, I’d absolutely love to write some content for your blog in exchange for a link back to mine. Please blast me an email if interested. Cheers!|