Tips & Tricks

google adsense approval trick in hindi [Latest Method 2022]

Google adsense approval trick 2022: agar aapke paas blog ya website hai aur aapke paas adsense aproval account nahi hai to pareshan hone ki koyi baat nahi es post ko padhne ke baad aapka google adsense account approve ho jaye ga agar aapke paas approve adesense account hai to i will congrate you.
google adsense aik most popular aur zyada paise daine wala ad network hai es ad network ko dunya mai lakoo loog use karte hai aur paise kamate hai.qunke ye ad network bohut acha Rate deta hai apne publishers ko es leiye ye dunya ka zyada chalne wala ad network hai aur ye ad network google ka ad network hai.
es post mai main aapke saare douts ko clear karonga ,google adsense aapke application ko reject karta hai,que reject karta hai es saab ka sawal main es post mai main answer karoga.
kya aapko google adsense approval trick 2022 ke baare main jankari hai .agar nahi to aap sahi post ko padh rahe es post mai ,mai aapko google adsense approval trick 2022 ke bare main jankari donga jise aapko maloom hoga aur aap asani ke saat google adsense ke lea apply bi kar sakenge.
agar aapka blog ya website hai to aap Adsense account banane ke lea apply kar sakte hai .adsense account keliye apply karne se pahle aapko kuch baatoo ka khyial rakhna padhe ga jo ke es post ko read karne se aapko jankari hogi.
es post main, main aapko google adsense approval trick 2022 batawonga  qunke google adsense ke lea apply karne se pahle ye jan na aap keliye zaroori hai.agar aapko google adsense tricks ke baare main jan na hai to aap es post ko end tak padhte rahiye.

Top 07 Google Adsense approval tricks in 2022

1: NO Copy Right and quality Content

Sabse pahle baat ati hai content ki agar aapne aik unique artical write kya hai to aap asani ke saat google adsense account keliye apply kar sakte hai .aapko ko kam se kam 20 se 27 aise unique artical write karne hai jis mai koyi Copyright nahi ho,aur aako har aik artical 1000 se 1200 words ka write karna hoga jis se aap ko easy google adsense ka approval mile ga .aap artical kisi bi language mai write kar sakte hai ,aap English,Hindi,Urdu,Tamil, mai bi artical write kar ke google adsense ka account bana sakte hai lakin aapko artical unikue write karne hoge jise se aapko google adsense ka approval mai koyi masla nahi hoga.

2:No copyright images use karai

Content write karne ke baad dosri baat ati hai no copyright images,apne kisi bi post ke andar no copyright images use karo qunke agar aap copyright images use karoge to aap ko google adsense approval lena mushkil ho jaye ga es lea aap no copyright images use karo.kuch website hai jo ke aap ko no copyright images provide karte hai ,aap us website par ja kar no copyright images download kar sakte hai,aap neche diye gye websites se no copyright images download and use kar sakte hai.

Top 15 Sites for No Copyright and Royalty-Free Images

3:Mobile Friendly and Responsive seo Thamplate

aapke blog main theme bohut zyada meter karta hai aap kisi ache theme ko download karo and apne blog mai use karo .aise bohut websites hai jo ke aapko hazaro theme free main provide karte hai aur aap apne blog mai use kar sakte hai.aap kisi ache theme ko download karo jo responsive ho aur mobile friendly ho.Responsive and mobile friendly theme aapko adsense account approval karne mai help kare ga.below are some AdSense friendly blogger templates and i recomended for you that you can use this themes on your blog.

Top 8 AdSense friendly blogger template

  1. SEO Boost –  AdSense friendly blogger template
  2. Life Hack – AdSense friendly blogger template
  3. SeoRocket – AdSense friendly blogger template
  4. Sorabook –AdSense friendly blogger template
  5. Best Magazine – AdSense friendly blogger template
  6. Sorafront –AdSense friendly blogger template
  7. Flezine – AdSense friendly blogger template
  8. Shouters –AdSense friendly blogger template

4:apne blog par pages create karai

 aapke blogger ya wordpress mai about us,contact us,privacy policy,disclaimer,and terms and condition ye pages aapke blogger ya wordpress par hona chayiee.agar ye pages aapke blog ya wordpress par nahi hoge to aap ko google adsense ka approval nahi mile ga google adsense aapke google adsense account request ko reject kar sakta hai,esliyie ye pages aapke blog ya website par lazim bane honi chaayie,neche dye gye pages aapke blog ya website par lazim hone chaiye .
  • About us
  • Contact us
  • Disclaimer
  • privacy policy
  • Terms and Condition

5: Custom Domain Name

 kya aapke paas aik custom domain hai agar nahi too aapko sabse pahle aik custom domain purchase karna pade ga jise aapko google adsense account  approval jaldi mile ga, aapke pass (Top Level Domain)ka hona lazmi hai or example (.com, .in, .uk, .co.in, .edu, … ). mai aapko recomend karoga ke aap aik TLD Top Level Domain purchase karai domain name aap koyi saa bi purchase kar sakte hai lakin mai aapko recoment karoga ke aap ye domain name (.com, .in, .uk, .co.in, .edu purchase karai.

6. Other Ad Networks

Adsense ki tarah aur bai bohut saare ad Network hai jisko google adsense allow nahi karta agar aap koyi doosra ad network use karte hai to aap us ko adsense account keleiye apply karne se pahle delete karai agar nahi to aapka google adsense account ka application reject kar sakte hai.

7. supporte Language

aapka Blog konse language mai hai aapne konse language mai apne blog ko banaya hai.google adsense kuch languages ko support karta hai jao aap ko google support mai provide hoga,agar aapko jan na hai ke google adsense konse languages ko support karta hai to yahai click karai.
1: aap apne blog ya website par 17 se 20 unique articals write karai.
2: aap apne blog ya website par no copyright images use karai.
3: aap apne blog ya website par koyi achi mobile friendly and responisve theme use karai.
4: aap apne blog ya website par pages Create karai,about us ,Contact us ,dislaimer ,Terms and Condition ,Privacy policy.
5: aap apne blog ya website keliye Custom domain purchase karai.
6:aap apne blog ya website par Other AD Network delete karai.
7: aap apne blog ya website par google adsense support language use karai.
Umeed Hai aapko es artical google adsense approval tricks se fayda ho gya ho ga aur aap ko ye bi samaj aya hoga ke google adsense approved karne keliye kya kya requirment hoti hai.
Agar aapko ye artical pasand aya hao to aap hamare blog ko subscribe kar sakte hai,agar aap ko koyi qustion karni ho to aap muje comment box mai comment kar sakte hai mai aapke har question ka answer daine ki koshish karonga.
TAGS: Adsense Account Approval Trick,adsense approval trick 2022,blogger adsense approval trick,Google AdSense,Google Adsense Approval Trick

2 thoughts on “google adsense approval trick in hindi [Latest Method 2022]

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *