Gmail id Kaise Banaye [Latest Method 2022]
Gmail ID kaise banaye Gmail google ki aik product service hai jis main ap gmail account create karke apni email id bana sakte hain.ab apke mind mai sawal hoga ke email id kya hai .to friends mai ap ko batata chalo ke email id ki throw ap kisi bi docomentaion ko dosri email mai asani se baij sakte hai.
Lakin friends sirf gmail ka yahi kam nahi balke aur bohut sare kam hai es se ap bohut sare google ke product acess kar sakte ho for example blogger ka use karna,android mobile phone ka use karna,google play store ka use karna wagaira wagaira.
Gmail id Kaise Banaye
Dosto aj ki es artical mai ap logo ko batawong ke ap aik gmail account kaise create kar sakte hai.friends aaj ki dunya mai jis kisi ke paas bi android phone hoga to us ke pass gmail id lazmi hogi.qnke gmail id ke bagair kisi bi android phone ko aap proper use nahi kar sakte.
Read More:
jab tak ap ke paas koi gmail account nahi ho.gmail account create karne ke lea ap ke paas mobile number hona chayeye.To dosto aj ki es artical mai mai ap ko step by step batawong ke ap kaise aik gmail account create kar sakte hai .
Gmail id Create Karne ka Tariqa
- sabse pahle ap ne google chrome open karna hai
- us ke baad ap ne google search mai type karna hai (sign up for gmail account)
- ap ne (signup gmail google) per click karna hai
- us ke baad apko kuch u form open hoga jis ko apne fill karna hai
- First name (pahla naam)
- Last name (akri naam)
- user name,jis nam per apko gmail account chayeye us nam ko type karai
- password and then conform password
- and then Next
Friends next ke baad apko kuch u form open ho gayega
form ko fill karne ke lea apko mobile phone aur recovery email ki zarorat hogi
- to sabse pahle apne country ko selece karai aur apna mobile number type karai
- recovery email adress type karai
- apna date of birth type karai
- and then gender sellect karai
- and then next
Friends next ke baad apko kuch u form open ho gayega
- ap ne send per click karke apne mobile number ko verify karna hai
- ap ke mobile number per aik code ayega usko ap ne type karna hai
- aur verify per click karna hai
- es ke baad ap ke pass aik naya page open hogaye ga jis mai ap ne terms and condition ko agree karna hai .
Note :Dosto agar apne terms and condation ko agree nahi kya to apka gmail account complete nahi hoga.to samply apne terms and condition ko lazmi agree karna hai.
Dosto is tarah se ap asani ke sat aik gmail account create kar sakte ho. Umeed hai ke aapko ye article pasand aaya hoga. Is tarah ke aur bhi post ko padgne ke liye aap hamare blog ko subscribe kar sakte hai.