Tips & Tricks

Email ID Banane ka Tarika [Latest Method 2022]

Friends agar aap aik mobile user hain aur aapke paas email id nahi hai to ye post aap keliye hain es post mein, mein aapko email id banane ka tarika sekaoga jiko aap follow karke aap aik proffesional email id bana sakte hai.

 

lakin mai apko es post main 2 aise tariqe batawona jis ke zarye aap asani ke sat mobile se email id bana sakte ho wo bi bohut asani ke saat. to dosto agar aapko email id banane ka tarika jan,na hain to es post ko end tak padhe.

 

Email id kitne types ki hoti hai

Email id kayi companies provide karti hai aap kisi bi company ka Email id bana sakte hai and use kar sakte hai for example yahoo ka yahoo email id, Google ka Gmail id, Microsoft ka Outlook Email id.
lekin es main jo sabse zyada popular Email id hai wo hai Google ka Gmail id jo dunya main bohut saare countries main loog use karte hai. Google ka Gmail id use karne ka ye karan hai ke Gmail se aap Google ka koyi sa bi product sign up karke login kar sakte hai.For example
Google ka product Gmail ID ke Throw aap apna aik blogger ka website create kar sakte hai, Gmail ID ke throw aap apna aik youtube channel free main create kar sakte hai, agar aap aik blogger hai aur aap apne blog se paise kamana chate hai to aap Gmail ID ke throw Google adsense ka account banakar Google adsense se online paise kama sakte hai.
Email ID Banane ka Tarika
Email ID kaise Banaye | Email ID Banane ka Tarika

Mobile se email id banane ka tarika

To mobile se email id banane ke lea aapke paas aik phone number hona chaiyea aur aik mobile hona chaiyea .to chalea dosto shoro karte hai aur ye jante hai ke mobile se email id kaise banaye jati hai.

 

  •  sabese pahle aapko jana hai mobile ke setting mai.
  •  setting jab aapki open ho jaye to aapko neche scrool karana hai aur aapko aik option mailega (My Account) ka,my account per click karai ya per aapko my account ke neche aik option mile ga (SYNC) ka us per apko click karna hai.
  • SYNC ya My Account per click karne ke baad aapko neche scrool karna hai aur waha per aapko aik option mile ga (add account)ka use per click karai.
  • add account per click karne ke aapko google per click karna hai.
  • Google per click karne ke baad aapko neche scrool karna hai neche aapko aik option milega Create Account,Create Account per click karai.
  • Create Account per click karne ke baad aapko (First and last name) ka option mile ga then aapko first and last name fill karna hai.
  • First and last name ko fill karne ke baad aapko next per click karna hai.
  • next karne ke baad aapko date of birth fill karna hai and then apko Gender select karna hai and then next per click karai.
  • Ab Email ID ke lea sabse zaroori cheez aati hai email id ke name choose karna ye aapke uper depend karta hai ke aap apne email id ka name kya choos karte hai apne email id ka name choose karai for example ([email protected]).
  • us ke baad aapko phone number ka option mile ga jis ko aapne fill karna hai aur apna mobile number dalna hai .
  •  apne phone number dalne ke baad apko next per click karna hai.
  • us ke baad apko aap ke mobile phone per aik Code aye ga jisko aapne copy karke waha per enter karna hai.
  • us ke baad aapko apna password choos karna hai and then repeat password mai wahi password dalna hai jo aapne password mai dala ta and then aapko next per click karna hai.
  • then aapko neche scrool krke google ka terms and Condition  ke saat agree karna hai and then next per click karna hai.

 

conclusion

To es tarah se aap mobile se email id create kar sakte hai asaani se agar aapko aur bi mobile se email id ya pir computer se email id banane ke tarike janne hai to aap neche last tak es post ko read karai qunke ye post aapke lea badha helful sabit hoga aur aapke knowledge mai bi izafa karega.

Mobile se email id banane ka tarika

Tarika#2

Friends agar aapko uper wala tariqa pasand ata hai to us tariqe se bi aap mobile se email create kar sakte hai agar nahi to aap neche diye gaye tariqe se bi mobile se email bana sakte hai ye aap ke uper depend karta hai ke aap kis tariqe se create karte hai.

 

To mobile se email id banane ke lea aapke paas aik phone number hona chaiyea aur aik mobile hona chaiyea .to chalea dosto shoro karte hai aur aap ko mobile se email id banana sekate hai.

  • sabe se pahle aapko apna gmail aaplication kolna hai.
  • apko uper corner per click karna hai jaha se id sign in and sign out hota hai us icon per click karai.
  • uske baad apko add another account per click karna hai.
  • uske baad apko kuch option aye ga aapko google select karna hai.
  • google select karne ke baad checking info aajaye ga complete hone ke baad aapko neche aik option mile ga create account ka us per click karai.
  • create account per click karne ke baad aapko 2 option milenge ge for myself and to manage my business.
  • myself per click karai.
  • myself per click karne ke baad aapke pass first and last name ka window open ho ga.
  • aapko aapna first and last name choose karna hai and then next per click karna hai.
  • us ke baad apko aik nayi window dik jayi gi jis mai apne date of birth enter karna hai and then apko gender select karna hai.
  • gender select karne ke baad aapko aik nayi window kul jayi gi jis mai aap ke uper depnd karta hai ke aap khud ka email name create karte hai ya aapko google ke tarap se diye gaye name ko choos karna hi aap us mai se kisi bi ko select kar sakte hai.
  • aapko apna password choose karna hai and then repeat wahi password confirm mai enter karai.
  • us ke baad apse apka mobile phone number mange ga aapko provide karke enter karna hai.
  • us ke baad aapke mobile phone per aik code aye ga us ko aapne enter karna hai.
  • (Note)agar aapke mobile phone mai already sim card laga howa hai to pir apko code enter karne ki koyi zaroorat nahi wo khud hi code uta lega.
  • aapke paas apka mobile phone number show ho ga and then apko mext per click karna.
  • us ke baad apko google ka terms and condition ke saat agree karna padhe ga and then agree per click karai.

 

Emali ID banane ke payde

Friends Email id banana ajkal har bande ki zaroorat hi jo bi android mobile phone use karta ho.  aap email bana sakte ho google ka product gmail per and aap yahoo ka product yahoo Email bi bana sakte ho.

 

aur bi bohut email provider hai lakin ajkal hamare mulko mai sabse zyada gmail aur yahoo mail ka use hota hai.google ke product gmail ke bohut sare payde hai jis se aap blogger ka free website bana sakte ho.

 

Email id se aap youtube ka channel bi free mai bana sake ho. aur es se aap kisi bi website mai register kar sakte free mai es se aap poori dunya mai email bi baij sakte ho free mai aur khass bat ye hai ke android mobile phones gmail ke bagair aap acess nahi karsakte.

 

for example ap gmial ke bagair play store bi use nahi kar sakte.aise bohut sare kaam hai jo aap gmail ke baghair nahi kar sakte aur aap us ke baghair acess bi nahi kar sakte.

 

Computer par email id kaise banaye

computer par Email ID banane ke kayi tarike hai.app kisi bi tarike ko follow karke Computer per Email ID bana sakte hai.mai aap ke saat aik aise tarike share karonga jis ke throw aap apne computer se email id bana sakte hai.agar aapka bi yahi sawal hai ke email id banana hai mujhe to ye post aap ke lea hai es ko read karke aap computer par email id bana sakte hai.

  • sabse pahle aapko apne chrome browser ko open karna hoga.
  • search bar mai type karai (sign up for gmail) and then enter karai.
    Email ID Banane ka Tarika
    • Create your Google Account per click karai.
    Email ID Banane ka Tarika
    • aap aapna first name and last name enter karai.
    • and then username mai aap jis naam se email id banan chate hai us name ko type karai.
    • and then pasword ko select karai and again us password ko doobara conform karai jis password ko aap ne shooru mai select kya tha and then next per click karai.
    Email ID Banane ka Tarika
    • Next par click karne ke baad aap apne phone number ko type karai.
    • Recovery email adress mai agar aap email dalna chaye to dale nahi to koyi problem nahi .lakin aap agar Recovery email mai apna doosra doyi email dalege to acha hoga qunke aap agar future mai aapna gmail password bool jate hai to aap asani ke saat recovery email ke throw apna password change kar sakte hai.
    • apne date of birth ko enter karai (day/month/year).
    • uske baad aap gender ko select kerke enter karai and then us ke baad next par click karai.
    Email ID Banane ka Tarika
    • Next par click karne ke baad aap neche scrool kar ke google ke Terms and condition ke saat agree karai.

    conclusion

    To dostoo aap es tarah se gmail id create kar sakte hai apne computer se abi mai aap ko neche batawonga ke aap yahoo ki email id kaise create kar sakte hai apne computer se  jis se aapke knowledge mai izafa hoga.

 

Yahoo Email ID banane ka Tarika

  • sabse pahle aapko apne chrome browser ko open karna hoga.
  • search bar mai type karai (sign up for yahoo mail) and then enter karai.
  • Create account yahoo par click karai.
  • apna first name and surname enter karai.
  • Email address ko type karai jis bi name se aap apna yahoo ka email id banan chate ho.
  • password ko enter karai.
  • apna mobile number enter karai.
  • Date of birth enter karai(month/day/year).
  • and then gender ko select karke continue prt click karai.
  • continue par click karne ke baad aapko apna mobile number ko verify karna padhe ga aap (text me a verification code) par click karai.
  • Text me a verification code per click karne ke baad aapke mobile number par aik verification code aye ga jis ko aapne enter karna hai and the continue par click karai.

 

Official Email ID kaise Banaye

Official Email ID banane ke lea aapke paas aik website hona jaroori hai agar aapke paas aik website hai to aap apne website ke Cpanel main bohut saare Official Email id bana sakte hai .
abi aap yahi question karo ge ke Official Email ID aur aam Email id main kya difference hai to es ka bi main aapko answer deta ho.
Official email id es type ki hoti hai. Official.Irfantechno.com aur aam email id es types ki hoti hai [email protected] ya [email protected]

 

To Friends,es tarah se aap apne mobile se email id create kar sakte ho.umeed hai apko ye artical pasand aya hoga (Email id kaise banaye)  agar aapko ye artical pasand aya ho to aap hamare blog ko subscribe kar sakte hai.aur agar aapko es ke bare mai koi  Question karni ho to aap neche comment box mai comment kar sakte hai.

5 thoughts on “Email ID Banane ka Tarika [Latest Method 2022]

  • Email is best for mobile

    Reply
  • Email is best for human

    Reply
  • Veery good website you have here but I was wondering if you knew of any community forums
    that cover the same topics discussed in this article?
    I’d really like to be a part oof community whdre I can gett
    resppnses from other knowledgeable individuals that share the
    same interest. If you have any suggestions, please
    let me know. Thanks!

    Reply

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *