paise kamane ka tarika-21st century mai sab kuch badal raha hai kamane ke tariqe badal rahe hai esi badlawo ko daikte hoye ap ke payde ke lea ye post likh raha ho aaj mai ap logo ke lea aisa career leakar aya ho ke jiska aaj bi scope hai aur future mai bi bohut scope hai.
ap chahe student ho,house wife hai,ya aap already kama rahe hai lakin part time kamana chate hai aap sab ke lea ye post likh raha ho jis ko padhne se ap ko ye andaza ho jaye ga ke online paise kaise kamaye jate hai to aaj ki esi post mai, mai ap dosto ko batawonga online paise kamane ka tarika
Dosto jis dam dar concept ke bare mai,mai baat kar raha ho usko kahte hai affiliate marketing,amazon,flipkart aur bi hazaro aise companies hai jo apni product ko affiliate marketing ke throw bi karti hai to aaj ham ye jane ge ke ham es se kaise paida lea sakte hai aur paise kamane ka tarika bi jane ge .
what is affiliate marketing/Affiliate marketing kya hai
dosto affiliate marketing mai 3 parties kam karte hai ye hai aik merchant jis ke paas product hai maan lea jiye aik example leite hai amazon,amazon yani jo merchant hai wo affiliate marketing ke throw apne product ko promoto karke consumer ko baijte hai.
Aap dosro ko alag alag tariko se en merchants ke products ko affiliate marketing ke throw promote karke baij sakte ho aur us product mai apko commission milta hai percentage ke hisab se apki earning hoti hai,
Ab ye poori chain kaise karm karti hai,kaise log es mai se lakho ki tadad mai earning karte hai.kaise aap bi es mai se lakho ki tadad mai earning kar sakte ho or online paise kama sakte ho.
Dosto ye apki career ki baat hai koi mazaq nahi hai to esi lea mai apko batana chata ho ke affiliate marketing ka scope q hai,q ke ye aik important career hia pir mai apko batawonga ke kaise aap affilate marketing kar sakte ho step by step apko explain karonga
Dosto dunya mai roz ba roz internet ka estimal badh raha hai 2005 mai world internet users ki tadad thi 6.5 billion 2010 mai badh kar es ki tadad hogaye thi 6.9 billion pir 2017 mai ye badh kar ye tadad 7.4 billion tak pohonch gayi ti yani har saal internet users ki tadad mai izafa daikhne ko milta hai.
Har company affilate per aagayi hai jis se ap affiliate marketing ke throw paise kama sakte ho for example amazon,flipkart,yatra polocy bazar.com,make my trip,groupon.jeevansathi.airbnb,aur bohut sari company hai jis se aap affiliate marketting ke zarye paise kama sakte hai.
500 se leakar 5 lakh tak already bohut sare loog kama rahe hai esi lea apko affiliate marketing ke zarye online paise kamane ka tarika per focus karna chaheye
Affiliate marketing se paise kaise kamaye
online paise kamane ka tarika–Dosto pahle baat karte hai category ko choose karna,pahle apko aik category choose karna hai aur us ke baad apko us category ke bare mai research karna hai aur seekhna hai so aik niche yani aik category apne lea select karai category koi bi ho sakti hai.
For example books ki category ho sakti hai,fashion ki category ho sakti hai fashion mai bi shoes,jacket,watch,bags,xyz kuch bi category ho sakti hai,electronic,mobile phones ki aur bi bohut sare category hai jisko aap choose kar sakte hai.
Aap ko mai aik tip deta ho kya kar sakte ho ap kisi bi category ki best seller ko check kar sakte ho google per jakar merchant ka nam yani jis company ki throw aap affiliate marketing karna chate ho us ka naam aur saat mai space deikar best seller ko search karai.
For example (amazone best sellers)us se apko idea ho jaye ga ke konse product ki zyada demand hai jis ko aap choose karke online affiliate marketing ke throw bohut saree Ghar Baithe Paise Kamaye jate hai
- apko kya karna hai mai apko batata ho ke apko koi bi aik niche select karna hai general nahi chalna.
- khud ko aik affiliate register karna aap kisi bi company ko choose kar sakte ho jis ke saat aap affiliate marketing karna chate ho.
Online Paise kamane ka tarika in urdu
paise kamane ke tarike-ab ham apko batayege ke apne product ko sale kaise karna hai aap ne category bi choose karli kisi bi affiliate ke saat register bi ho gaye lakin apko product ko sale karne ka kuch pata hi nahi to mai apko wo bi batane wala ho ke aap apne product ko sale kaise karo ge.
affiliate marketing ke throw us ke bohut saare tarike ho sakte hai for example aap ka koi aik blog hai us per kisi bi product ke bare mai chota sa artical likhna aur us product ka link lagana ,apki youtube channel hai aap discription mai us product ka link laga sakte ho jis product ko aap sale karna chaate ho.
Aap facebook page ke zarye bi apni product ko sale kar sakte ho,aap instagram ke zarye bi apni product sale kar sakte,linkdin twitter ke zare bi aap apni product ko sale kar sakte ho aur bi bohut sare social platform hai jis ke zarye app apni product ko sale kar sakte ho aur Ghar Baithe Paise Kama sakte ho
To dosto es tarah se aap affiliate marketing karke online Ghar Baithe Paise Kama sakte ho.Umeed hai ke aapko ye article pasand aaya hoga. Is tarah ke aur bhi post ko padgne ke liye aap hamare blog ko subscribe kar sakte hai.
Agar Aapko ye Article pasand aaya ho to aap hamare YouTube Channel ko Subscribe kar sakte hai. Aap hame Twitter aur Facebook par bi follow kar sakte hai
good artical keep up the good work
It’s very informative and you are obviously very knowledgeable in this area. You have opened my eyes to varying views on this topic with interesting and solid content. RDTA
Thanks
If you would like to increase your knowledge only keep visiting this web page and be updated with the most up-to-date news posted here.|