Google AdSense Kya hai (2022)
What is Google Adsense Google adsense kya hai ?aap mein se bohut saare logoo ne Google adsense ka naam zaroor suna hoga.
jab hum online paise kamane ke lea sooch rahe hote hai youtube ya pir blogging ke throw to hamara aik ki kooshish hoti hai ke hum internet se paise kaise kamaye ge.
to internet se aap adsense ke throw paise kama sakte hai.website ko monotize karne ke bohut saare tarike hai bohut saari advertising programs companies availabe hai .
jis main aap kisi ko bi select karke us se paise kama sakte hai lakin es main jo sabse zyada popular hai wo google adsense.
Google Adsense in hindi
Google adsense es liye zyada famous hai ke google adsense aik google ka product hai aur google ke prosuct par loog baroosa kar sakte hai es liye google adsense zyada popular hai.
google adsense 2003 main google ne launch kya taa aur es time sabse zyada famous advertising company hai. Google adsense websites aur youtube channel par ads show karke website aur youtube ke Owners ko paise pay karta hai.
Google adsense apne publishers ko 10 billion dollars ki aadaygi karta hai jo ke bohut zyada raqoom hai aap bi apne website par ads laga kar google adsense se kayi dollors kama sakte hai.
Dunya badal rahi hai paise kamane ke tarike badal rahe hai. dunya mai kamane ke tarike badal rahe hai.poora dunya online paise kamane ki taraf ja rahi hai aur dunya mai lokoo loog lakoo dollors kamate hai.
agar aap bi online paise kamna chate ho google adsense se aur lakoo dollors kama kar aik acha aur badha admi ban na chate ho to google adsense se aap bi lakoo dollors kama sakte hai.aur aapna naam roshan kar sakte ho.
Google Adsense kya hai :agar aap google adsense ke baare mein nahi jante to es post ko padhne ke baad aap zaroor jane ge ,es lea es post ko last tak padhte rahiye qunke es ke padhne se aap ke knowledge mein izafa hoga aur aapko google adsense ke baare mein poori jankari mile gi aur future mein apko fayda hoga es lea es post ko end tak padhte rahiye.
Online paise kamana koyi badhi baat nahi lakin pir bi aapko online paise kamane ke lea badhi mehnat ki zaroorat hoti hai.agar es period mein aap confuse ho gaye aur aapne mehnat choor di too aap ka mehnat fazool mein zaya ho sakta hai.
agar aap blogging ya pir youtube se paise kamana chate ho Google adsense ke throw too aap ko pahle 1 year zaroor mehnat karna padhe ga us ke baad aap blogging ya pir youtube se paise kama sakte ho.
google adsense ke throw ,es lea aapko apne mehnat ke saat saat apne kaam ko sanjeeda lena padhe ga.
Google Adsense kaise work karta hai
Google Adsense Advertizer aur publisher ke darmyan mein kaam karta hai.advertizer ya to koyi company ho sakti hai ya pir koyi person bi ho sakta hai aur google per apna advertizment karta hai matlab apni company ki mashoori karta hai.
For Example, agar aapka koyi website hai aur aap apne website ko promote karna chate ho to aap google par apna aik ad copmain chale ge apne website ko promote karne ke lea aur aap google ko pay bi kare ge jis ke baad google adsense aapke ads ko publisher ki website mein dalte hai.
jab aap ke website per koyi visiter ata hai aur aapke ad par click karta hai .aab aapke ads per jo click howa hai wo click ke paise google aur publisher ke darmyan divide ho jati hai. google apne paas 32 percent rakhta hai aur publisher ko 68 percent deta hai.
aapko google adsense ke terms and condition ka bi pata hona chaiye.agar aapko blog ya website per koyi copyright content hai to google adsense aapke content ko accept nahi kare ga aur aapko google adsense ki taraf se approval bi nahi mile ga.
agar aapke website ya blog ne google adsense ke terms and condition par sahi dihan dya hai to aap google adsense ke lea apne website ka application baij sakte hai .us ke baad agar aapka content hai no copyright hai to aap ko with in 1 weak mein approval mil sakta hai.
Also Read This Posts.⇓
- Youtube Channel Kaise Banaye | Youtube se paise kaise kamaye
- google adsense approval tricks 2020 in hindi
- Top 10 Whatsapp tricks in 2020 in hindi
- Google adsense account kaise banaye in Hindi / Urdu
Adsense kya hai | Google Adsense se paise kamane ke tarike
Google adsense kya hai Google adsense google ka aik product hai jo publisher ki websites and blog ya youtube channel par ads dikata hai jis se aap online paise kama sakte hai .aap google adsense se 2 tariko se paise kama sakte hai.
2 tarike ajkal dunya mai bohut zyada faymous ho raha hai.Google adsense se zyada tar Bloggers and youtubers paise kamate hai.aap bi google adsense se 2 tariko se paise kama sakte hai.google adsense se paise kamane ke 2 tarike neche hai.
1: Google Adsense se paise kaise kamaye (youtube ke Throw)
aap google adsense se youtube ke throw online kama sakte hai.lakin es ke lea aapko mehnat karni padhi gi continue aapko videos upload karne padhe ge aur apne videos ko monotize karke google adsense se paise kama sakte hai.
2:google adsense se paise kaise kamaye (Website ke throw)
aap apna aik blog ya pir website banaye, blog ya website banane ke baat aapko us blog ya website par kuch artical write karke upload karne padhe ge.Naya google Adsense sign up karne ke baad aap google adsense ke lea apply kar sakte ho aur google adsense ki approval milne ke baad aap google adsense se online paise kama sakte ho.
Agar aapke blog ya website mein visitors nahi aarahi to pir google adsense ka koyi fayda nahi ,aisa nahi hai ke google adsense aapke application ko approve nahi kare ga balke aapka google adsense to approve to ho jaye ga .visitors na hone ke waja se aapko earning nahi ho gi.
Google adsense account approval trick 2020 in hindi
agar aap google adsense keleiye apply karna chate hao ya par chuke ho aur aapka application baar baar reject ho raha hai to aap ye article read karke apna google adsense account approved kara sakte ho es article main, main ne poore detail ke saat smjaya hai ke google adsense account kaise approved karaya jata hai.
Google Adsense payment kaise karta hai
Jab aapke Google Adsense account mein 100$ complete ho jata hai to Google adsense aapko payment karta hai.google adsense apko 2 tariko se paise deta hai
1:Impression
2:Cpc (cost per click)
Impression:Google adsense aapko aapke rozana ke traffic par pay karta hai agar aapke website, blog, ya youtube channel par loog zya aye ge itna zyada aapko google adsense pay kare ga aur aap google adsense se zyada paise kama sake ge.
for example aap ke website ,blog, ya youtube channel par 1000 impression aajaye to google adsense aapko 1000 impression ke 1$ pay kare ga .
Clicks:Google adsense aapko clicks ke bi paise pay karta hai.for example aap ke blog ,website ,ya youtube channel par 2 ads par 2 clicks aagaye to google adsense aapko 2 click ke paise pay karta hai ,kitne paise deta hai wo depend karta hai.
aapke ads par aur konsi country mein apka ad deka gya us country mein kya cpc (cost par click) chalta hai us ke hisab se aapko google adsense pay karta hai.
jab aapka blog ya website google adsense ki taraf se approve ho jata hai to aap uske baad apni marzi ke ads laga sakte hai aap apne mein page par kitne ads dikana chate hai.
aap laga sakte hai.aap apne post ke center mein kitne ads lagana chate hai aap apne post ke center mein ads laga sakte hai,wo aapke uper depend karta hai ke aap apne blog ya website mai kitne ads dikana chate ho aap dikha sakte hai.
aapke blog ya website par jitna zyada traffic hoga to itna zyada aapke ads par click aye ge jitne zyada click hoge to itna zya aapko income hoga .aur es tarike se aapke google adsense ke account mein 100$ complete ho jate hai to aap apne bank account mai transfer kar sakte hai.
Umeed hai aapko ye artical pasand aya hoga (Google adsense kya hai ) es tarah ke aur bi post padhne ke lea aap hamare blog ko subscribe kar sakte hai,agar aap ko technology related videos daikna pasand karte hai to aap hamare youtube channel ko bi subscribe kar sakte hai.
aap hamare facebook page ko bi like kar sakte hai.agar aapko es post ke baare mein koyi question karni ho to aap comment box mein comment karke poch sakte hai.
THANKS FOR READING THIS POST…..
Good Morning everyone , can anyone advise where I can buy Avida CBD CBD Edible Relax Raspberry Gummies 10mg?
are vapes allowed in little caesars arena
Has anybody ever shopped at Tobacco Junction Vapor Store in 9420 W Bell Road, Suite 104?