Technology

Google adsense account kaise banaye in Hindi / Urdu

Google Adsense Account kaise banaye ⇒ agar aapka youtube channel hai ya pir website  to aap Google adsense ke baare mai to jante ho ge agar nahi to esi post mai mai aapko batawonga ke Google adsense account kaise aur es ke aapko kya kya fayde ho sakte hai .
Google adsense account kaise banaye
Google adsense account kaise banaye
agar aapko ye janna hai ke google adsense account kaise banate hai aur google adsense banane ke kya fayde hai google adsense banane se kaise paise kamaye jate hai to esi post ko last tak padhte rahe
Google adsence account banane ke lea aapko 3 cheezoo ki zaroorat hogi jis ko aap follow karke google adsence account create kar sakte hai..
  • Gmail ID: aapko pata hoga ke google ke kisi bi product ko use karne ke lea aapke paas Gmail ki ID hona lazmi hota hai esi tarah goolge adsence account create karne ke lea aapke paas Gmail ki ID hona Zaroori hai agar aapko pata nahi ke gamail id kaise banayi jati hai to ye post padhe: Gmail ID kaise banaye
  • Blog/Website:Google adsence account banane ke lea aapke paas apna blog ya pir website hona zaroori hi qunke blog ya website per google adsense ke ads laga kar aap earning kar sakte hai agar aapke paas blog ya website nahi hai to aap free main apni blog ya website bana sakte hai.

Google Adsense Account kaise banaye

Google Adsense account banane ke aapko kuch bato ka khas khyal rakhna padhe ga ,aapko apna nam address aur poora detail sahi aur geniun fill karna padhe go nahi to baad mai aapko kuch problems face karne ko mil sakte hai

  • Step 1: Sabe se pahle aapko Google adsense ke website par jana padhe ga .Jane ke lea Click karai.
  • Get started per click karai
  • your website main apne website ka url type karai.
  • your Email address:mai apna Email enter karai jis gmail se aap google adsense ke lea apply karna chate ho.
  • Get helpful AdSense info at that email address:aap no ya yes doono mai se kisi aik ko select kar sakte hai aap yes bi kar sakte hai aur no bi aap ke uper depend hai.
  • Save and continue per click karai.
Google adsense account kaise banaye in Hindi / Urdu
Google adsense account kaise banaye in Hindi / Urdu
Step 2:Account Type mai individual select karai
  • Name and address mai aapna name adress fill karai .
  • apne area ka postal code enter karai.
  • apna phone number enter karai.
  • and then submit per click karai.
Google adsense account kaise banaye in Hindi / Urdu
Google adsense account kaise banaye in Hindi / Urdu
To es tarah se aapka website under review mai chala jaye ga under review ka process 2 se 3 week lag sakte hai us ke baad aapko email send hoga google adsense ki taraf se .To dosto es tarah se aap google adsence ke lea apply kar sakte hai aur apne blog se paise kama sakte hai .
umeed hai aapko ye artical acha laga hoga es tarah ke mazeed aur bi blog padhne ke lea aap hamare blog subscribe kar sakte hai.

One thought on “Google adsense account kaise banaye in Hindi / Urdu

  • Wow your article is very nice and Your article Google Adsense is Very Helpful. i hope the information given in this post will give a lot of information to the users like me will get help. Thank You So Much
    Contact our platform ns article to know about blogging and how to earn money.
    NS Article

    Reply

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *