Most Important Gmail Settings in 2022
Most important gmail settings
Dosto gmail aj kal kon use nahi karta mai bi use karta ho or ap bi use karte honge lagbag sare users use karte hai jise bi email baijna hota hai ya receive karna hota hai gmail aik populer free service hai. jis ke bare mai ap ache tariqe se jante honge lakin gmail mai kuch zarori settings diye hoye hai jis ke bare mai shaidhi ap jante honge to aj is post me , me aapko gmail settings ke baare me bataunga .
jiske baare me aapko zarur pata hona chahiye or apko difintly ise zaroor use karna chahiye ye feature bahot jyada important hai es gmail setting se aapke gmail id ko hack hone se bachate hai.mai apko kuch steps or gmail settings bataonga jisko apne follow karna hai agar apke paas gmail account nahi hai aur ap create karna cahte ho to ap yaha per click(Gmail Account Kaise Banaye Step By Step)kar sakta ho
Most important gmail settings
Gmail Setting Securty alert #1
gmail setting ka sabse pahla zarori setting (security alerts) jo ke bohat zyada important or zarori hai is gmail setting ko ap use karke ap notification pa sakte ho security alerts ke barre mai for example maan leajeye koi hacker ap ki gmail id hack karna chtaa hai ya pir password hacking ki koshsis karta hai aise mai apke pas aik email aajaye ga ya aik message aajaye ga ap ke phone number pe jo bi apne waha per dala hai jo bi apke password ko churaane ki koshish kar raha ho ya pir password badalne ki koshish kar raha ho to aise mai apka gmail account apkelea agar important hai to apko difinitly is gmail setting ko use karna chahiye to aaiye seakte ke kaise ap is gmail setting ko ackivate kar sakte hai apne gmail accouct per
- is future ko use karne ke lea apko apne gmail acounct per login hona pare ga
- login hone ke bad apko jaha per logo hota hai waha per click karna pare ga
- us ke baad my account per click karna hai
- us ke bad apko sign in security per click karna hoga
- us ke bad sabse neche apko aik gmail setting milega (security alerts setting)us mai apko manage setting per ap ne click karna hai
- us ke bad ap ko aik page show karega jis mai apne email ya pir mobile phone number diya hoga us ke sat apko aik check box milega jo apne use tick karna hai or done karna hai.
step 1 step 2 step 3 step 4 step 5 Most important Gmail setting security alert#2
Gmail ka dosra important gmail setting jis ka nam hai (Recovery Email)bohut sare loog apna gmail account to create kar leate hai lakin us mai Email recovery bool jate hai jis ka nuqsan ye hota hai ke kabi ap apne gmail ka password bool jate ho to agar ap ke pass mobile number ya Email recovery na ho to app apne gmail ka password change nahi kar sakte ,is lea apko email recovery use karna chahiye is ke madad se agar ap apne gmail ka password bool jate ho to ap aasani se email recovery ke zareye aik naya password change set kar sakte hai
- pahle apne gmail account ko login karai
- login ke bad my account pa click karai
- sign in security pe click karai
- neche scrool karke ap ko Email recovery pe click karna hai
- us ke bad apko current gmail ka password type karna hoga
- then add Email recovery pe click karai
- us ke bad apko Email recovery type karna hoga
- us ke bad apko done pe click karna pare ga
Gmail setting security alert#3
iske baad joo tesra gmail satting hai wo hai (Two Step Verification)is future ke madad se ap apne gmail account ko or zyada secure bana sakte ho for example ap ne agar is future ko activate kar liya hai apne email account mai to agar ap ke kisi dost ya relative ke pas apka email ya password ho or woo kisi dosre computer ya pir lapetop se use login karne ki koshish karraha ho to aise mai woo login nahi karsakta chahea us ke pass apka email ya password qu na ho to ayea seekhte hia ke ap is future ko kaise use kar sakte ho apne gmail account mai.
- sabse pahle agar apka gmail account login nahi hai to us ko login kar lejeye
- us ke bad apko (my account) per click karai
- (sign in security) per click karai
- us ke baad apko neche scrool karke( two step verification) ka option milega us per click karai
- and then (get started) per click karai
- is ke baad apko dobara current gmail account ka password lagana hoga
- us ke baad apse apka mobile phone number mangega to number enter kejeye
- us ke badd next karke verify karna hai.
Gmail setting no#4
- sabse pahle agar apka gmail login nahi hai to use login kar lejeye
- us ke baad apko (my account) per click karai
- (sign in security) per click karai
- us ke baad apko (connecte apps&sites) per click karna hai
- manage apps per click karna hai
- per apko aik page show karega jis mai sare apps ,jis se ap connect honge show karrga
- jis app ki apko zarorat nahi us app ko sellect kejeiye
- select karne ke bad use remove karai.
Gmail setting no#5
- sabse pahle agar apka gmail login nahi hai to use login kar lejeye
- us ke baad apko (my account) per click karai
- (sign in security) per click karai
- scrool karke neche ana hai or recovery phone per click karne hai
- apko gmail password enter karna hoga
- add recovery phone per click karna hai
- us ke baad ap ka jobi mobile number hai us ko dial kare verify karna hai.
To dosto agar aap gmail account use karte ho to main apko recomend karogna ke ye gmail setting apne gmail account mai activate karai .ye settings apke fayde ke lea banaya gya hai.
wonderful points altogether, you simply won a new reader. What may you suggest about your post that you made some days in the past? Any sure?|