YouTube Se Paise Kaise Kamaye [Latest Method 2022]
Friends Youtube aik google ka product hai.aap sabi ko pata hoga ke google kitni badhi company hai jo dunya ke bohut badhe badhe product ko chala raha hai.youtube dunya ka doosra badha online social plate form hai.
Jis per rozana lako ki tadaad mai videos upload hoti hai.jis se youtube creators lakoo dollars kamate hai sirf aik video upload karke.agar aap bi youtube se paise kamana chate hai to aap es artical ko padhiye ,es article ko padhne ke baad aap bi youtube se paise kama sakte hai.
Read More:
Agar aap youtube se paise kamana chate hai to aapko sabse pahle aapko aik youtube channel banana ho ga,youtube channel banane ke lea aap google per kisi bi artical ko padh sakete hai,ya pir youtube se kisi video ko daik kar aap apna youtube channel create kar sake hai.
Youtube cahnnel ko create karne ke baad agar aapke paas koyi bi skill hai to aap youtube per us skill ke bare mai kuch information share kar sakte hai aur youtube se paise kama sakte hai.
Youtube se paise kayi tariko se kama sakte hai. ye aap ke uper depand karta hai ke aap youtube se kis tarah ke paise kamana chate hai.agar aap affiliate marketting karke youtube se paise kamana chate hai to us ka alag tarika hai.
Us ke lea aapko us company se paise milege jis company ka affiliate program aap ne join kya hota hai.agar aap direct youtube se paise kamana chate ho to aap ko google adsence pay karega us ke lea aap ka channel google adsence se approve hona chaiye tab aap ke channel ke videos per ads lagege aur us ke baad aapko google adsence ke taraf se paise mailege.
Google adsence aur youtube doono google ka hi product hai es lea agar aap youtube se paise kamana chate hai to aap ko google adsence pay kare ga.qunke google adsence google ka ads network hai es lea aapko youtube ki taraf se google adsence pay karega
youtube se paise kaise kamaye 2022
YouTube Se Paise Kaise Kamaye> youtube se paise kamane ke bohut saree tariqee hai lakin main apko kuch bade aur zyada kamayi wale tariqe bataonga for jis se aap aasani ke saat bohut saare online paise kama sakte ho.
For example adsence ke ads se paise kamana, affilateed marketing se paise kamana,paid reviews se paise kamana to dosto agar apko ye maloom karna hai ke youtube se paise kaise kamye jate hai aur us ke kitne tariqe hai.
Aaj ki es post mai me ap ko batawonga youtube se paise kamaye jane ke 3 tariqe or ye bi bataonga ke youtube se paise kaise kamaye jate hai
Google Adsence se paise kamane ka tarika
To dosto pahla tariqa hai (google adsence) se paise kamane ka tariqa .adsence google ka aik plateform hai jaha per advertiser ata hai aur youtube ko pay karta hai apne ads dakine ke leiye aur waha per advertizer youtube ko 2 tariqo se paise pay karta hai ,pahla tariqa hai.
click karne ka jis ko ham cpc bolte hai (cost per click) advertiser kuch pise pay karta hai youtube ko per click ka jis ka youtube kuch percentage rakta hai aur kuch youtube owner ko deta hai.
Dosra tariqa hai (cost per mile).for example ap ke youtube channel per 1000 baar ads dikaye ga to us ka bi youtube kuch percentage rakta hai aur apko bi kuch percentage deta hai.to esi tariqe se videos ko monotize karke youtube se paise kamaye ja sakte hai.
Affiliate marketting karke youtube se paise kamane ka tarika
Dosra tariqa hai affilate marketing ka jis se bohut sare loog paise kamate hai ,es ke lea apko kisi bi company for example (Amazone) (flipkart) ka affilate account link bana kar ap apne youtube channel ke zarye us ka product sale kar sakte ho aur paise kama sakte ho.
Aap apne discription mai affilate link laga kar to dosto ap youtube ke zarye affilate marketing se bi zyada se zyada paise kama sakte ho.
Paid Reviews karke youtube se paise kaise kamaye
Tesra tariqa hai (paid review) ka ,paid review ke lea bohut sare platform hote hai jaha per ap apne youtube channel ke zarye kisi bi company ka kisi bi product ko apne channel ke zarye us product ke bare mai jankari dai sakte ho.
apko ko company ke tarap se product or paise diye jate hai us product ka review karne ke lea to dosto ye bi aik geniun tariq hai jis se ap zyda se zyada piase kama sakte ho
Youtube Channels ko Promote Karke Youtube se paise kaise kamaye
agar aapka youtube per aik acha channel hai zyada subscriber ke saat aur aapke youtube channel per ache views aarahi ho to aap kisi aur ka youtube channel promote karke bi bohut saare paise kama sakte hai.
Abi aapka yahi sawal hoga ke doosre youtube channel wale aapke saat contact kaise kare ga,to es ke lea simply aapko apne youtube channel ke about section mai apna contact number dena padhe ga jis se aap ke saat contact karna asaan ho jaye ga.
Agar kisi ko apna youtube channel promote karna ho to aap ke saat contact kar sakega es tarike se aap doosre youtube channel ko promote karke asani ke saat paise kama sakte hai.
Bagair kisi skill ke youtube se paise kaise kamaye
agar aapke paas koi bi skill nahi hai aur aap youtube se paise kamana chate hai to aap simply vloge bana kar bi apne youtube channel se online paise kama sakte hai.
For example aap kisi park mai ya pir kisi moll mai jarahe ho to aap waha ki videos banakar youtube per upload karke youtube se online paise kama sakte hai.es tarike se aap bagair kisi skill ke youtube se paise kama sakte hai.
Online Gaming karke Youtube se paise kaise kamaye
aapke paas agar koi doosri skil nahi aur aap youtube se paise kamana chate hai to aap simply aik youtube channel banaye gaming ke related aur us per rozana ke bunyad per online gaming karke youtube se paise kama sakte hai.
Online gaming se paise kamane ke lea aapke paas kuch cheezo ki zaroorat ho gi,aapke paas aik pc hona lazma hai ya pir aik mobile hona lazmi hai aap mobile ya pir pc per Game record karke youtube per upload kar sakte hai aur youtube se online paise kama sakte hai. to es tarike se aap online gaming karke youtube se paise kama sakte hai.
Youtube 1000 views ka kitna paisa deta hai
ye sawal bohut saare loog karte hai ke youtube 1000 views ka kitna paisa deta hai .to es ka aik asan jawab hai ke youtube aapko views ke hisab se paisa pay nahi karta balke aapko ads ke paise dete hai.
jitna zyada ads dikaya gaya etna aapko zyada paise melega,es ke baad depend karta hai ke aap ko videos konsi country mai zyada daiki jati hai.
For example aapke channel ke videos America mai daiki jati hai to aapko us ka zyada paise melega ,jabke agar aapke channel ka videos India ya Pakistan main daki jati hai to uska aapko rate kam mile ga.
Umeed hai aapko ye Artical pasand aya hoga es tarah ke aur bi artical padhne ke lea aap hamare blog ko subscribe kar sakte hai .
Agar aapko es artical ke baare mai (youtube se paise kaise kamaye)koyi aur question karni ho to aap neche comment box mai comment karke pooch sakte hai .mein aapke har sawal ka jawab zaroor daine ki koshis karonga
By way of introduction, I am Mark Schaefer, and I represent Nutritional Products International. We serve both international and domestic manufacturers who are seeking to gain more distribution within the United States. Your brand recently caught my attention, so I am contacting you today to discuss the possibility of expanding your national distribution reach.We provide expertise in all areas of distribution, and our offerings include the following: Turnkey/One-stop solution, Active accounts with major U.S. distributors and retailers, Our executive team held executive positions with Walmart and Amazon, Our proven sales force has public relations, branding, and marketing all under one roof, We focus on both new and existing product lines, Warehousing and logistics. Our company has a proven history of initiating accounts and placing orders with major distribution outlets. Our history allows us to have intimate and unique relationships with key buyers across the United States, thus giving your brand a fast track to market in a professional manner. Please contact me directly so that we can discuss your brand further. Kind Regards, Mark Schaefer, [email protected], VP of Business Development, Nutritional Products International, 101 Plaza Real S, Ste #224, Boca Raton, FL 33432, Office: 561-544-0719
endota spa sydney cbd
can any kit be rda vape