Technology

Computer kya hai | computer kisne banaya

Aaj ki post mai hum bat karenge ke computer kya hai. computer kaise work karta hai.computer kisne banaya aur computer ko kaise chaliye aur ye bi batayege ke computer main kitne units hote hai aur us units ka kya kam hot hai,to ye sab janne ke lea es post ko last tak padhte rahe.

Also Read This Post.⇓

aaj mai aapko batana chata ho ke computer kya hai.aapko computer mai bohut saare parts ka aur us ke working ka pata hoga lakin main aap ko poore computer ke baare mai explain karna chata ho jo kabi na kabi aapko help kare ga.kya aap jante hai ke computer ko kis ne banaya aur kitne saalo mai banaya aur computer mai kitne changes kye gye.

Computer kya hai computer kisne banaya
Computer kya hai /computer kisne banaya

computer kisne banaya?

1837 main Charles babbage ne computer banaya taa.Charles babbage ko father of computer kaha jata hai.Charles babbage ne computer ko pahle Differential Engine ka naam dya ta jab us ne ijad kya ta.Charles babbage ne jab computer banaya ta us time par computer itna digital nahi ta sirf ginti tak mahdood ta lakin technoloy aane ke saat saat computer mai zyada paish qadmi ikhtyar kar gya aur aaj ke zamane mai computer har office, bank, ya agar main kehlo ke har gar ka zaroorat ban gya hai to ghalat nahi hoga. 


Ye bi padhiye>Backlink kya hai | Backlink kaise banaye

Computer ke Fayde/Basic computer kya hai

Computer ke bohut saare fayde hote hai lakin mai aap ke saat chand computer ke fayde share karonga jis se aap ko bohut jankari hogi aur aap us se fayda bi uta sakte hai.agar mai baat karo computer ke fayde ki to computer se ham rooz mara ke kamo ko bohut asan bana sakta hai,computer ke madad se ham apne office mai kisi bi cheez ko asani ke saat print kar sakte hai.

 

computer mai hum poore office ya company ka data collect kar sakta hai,computer ke madad se hum kisi ko email ya pir asani ke saat phone kar sakte hai.computer ke madad se hum internet se paise kama sakte hai,computer ke madad se hum apni pori data save kar sakte hai,aur es ke elawa computer ke madad se hum apne buiseness ko bi run kar sakte hai.



Computer kya hai?computer kise kehte hai?

Computer kya hai hindi mein-jaise ke aap jante hai ke aaj kal ke waqat main computer ke istemal mai pori dunya main izafa nazar aaraha hai.aap ne daika hoga ke har Bank,Company,offices cha hai wo Government ke ho ya private har jaga aapko computer ka istemal daikne ko mile ga.computer aik electronic device hai jo hamari hidayat par amal karta hai aur hamare kam mai hamai asani paida karta hai.

 

computer ke 2 pahloo hote hai aik hardware and doosra software,computer ke hardware aur software ke madad se hum gantoo ka kaam chand munits mai khatam kar sakte hai.computer ke bohut saare units hote hai har unit ka apna apna kam hota hai jis ke throw computer run hota hai agar units ki hum baat karai to computer mai aik processor hota hai,motherboard hota hai,Ram hota hai,hard desk hota hai aur bohut cards bi hote hai jis ki tafseel neche dye gye hai.

 

Computer ka full form kya hai

Computer ka full form hai-Commenly operated machine particularly used in technical and educational research

processor kya hai?

processor ko computer ka dimagh kaha jata hai aur processor ko CPU bi kaha jata hai jo computer ko chalane wali hidayat aur us par karwayi karti hai,processor har wo kam karta jo aap search karte hai.jo aap search karte hai processor us ko samjta hai aur us ke hisab se apna kaam pura karta hai.


computer ka processor jitna zyada hoga itna aapka computer speed se chalega aur app jo keyword search karte hai us ko jaldi se aapko open karke deta hai.processor ke bohut saare types hote hai for example Quad core processor,hexa core processor,Dual core processor ,Octa Core Processor etc.



Cpu kya hai ? Difference between a CPU and processor

Cpu ka full form hai (Central Processing Unit) hamre ha loog Cup aur Processor ko milate hai magar ye aik nahi hai processor aik CPU ka part hai.es tarah CPU mai aik se zyada processor ho sakte hai.Cpu mai Bohut Saare parts hote hai jaise ke motherboard, hard desk, Ram, processor, aur cpu mai bohut saare cards bi lage hote hai



Motherboard kya hai?

Hum sab apni rozmara zindagi main computer use karte hai .Mother board computer ka aik aham juz hota hai.ye doosre namo se bi jana jata hai for example main circuit board,main board,system board and logic board .jab se computer ka banwat howa hai us waqat se motherboard computer ka aham parts raha hai.poorane zamane ke motherboard kuch alag te balke aajkal ka motherboard aik degital aur acha motherboard hota hai.



Types of Motherboard in Hindi

Mother board ke bohut saare types hote hai lakin mai aapke saat mother board ke kuch types share kar deta ho jo aap ke lea janna fayde mand hoga.motherboard ke types hai AT Motherboard,ATX Motherboard,Mini Motherboard,yaha main aap ke saat motherboard ke function aur parts bi share kar deta ho jo mother board mai lagye jate hai.

  • Motherboard main (cpu socket) hota hai.
  • Ram Slots 
  • North Bridge Chipset
  • I/O Ports
  • South Bridge Chipset
  • Power Connector
  • Expansion Card Slots
  • IDE Connector
  • CMOS Battery

Heat Sink

  •  1:(Static RAM)
  •  2:(Dynamic RAM)




Hard disk kya hai?

Hard disk aik computer ka part hai jis ka kaam hota hai data ko restore karna aap kisi game  ya koyi file ko save karte ho to wo file ya game aap ke hard disk mai restore ho jata hai.aap ke computer mai jitna zyada hard disk hoga itna zyada aap data collect karke store kar sakte hai hard desk mai.agar aapke computer ya pir laptop ka hard disk kam hai to aap hard disk ko alagg separate bi khareed sakte hai aur apne laptop ya pir computer ke saat connect kar sakte hai aur apni computer ya pir laptop ka memory badha sakte ho.

For a comfortable game, you can buy Street Fighter 6 and other game novelties that are suitable for your computer in the GGSel online store.

Computer hardware and software 

computer mai 2 type ki system hota hai aik hardware aur second hota hai software,hardware ka kam alag hota hai aur software ka kam alag.aap ko agar janna hai computer ke hardware aur software ke baare mai to aap neche artical ko read kar sakte hai aur aapne knowledge mai izafa kar sakte hai.

 

Kya aap jante hai ke computer main hardware kya hote hai .computer hardware aik jismani parts hote hai jo computer system ko kaam karne ki zaroorat hota hai es mai har parts ko circuit board ke saat milata hai jo pc ya laptop mai run karta hai,for example motherboard, graphics card, CPU (Central Processing Unit) ventilation fans, webcam, Power supply ets

 

 

2 thoughts on “Computer kya hai | computer kisne banaya

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *