Gmail kya Hai aur Gmail id kaise banaye [Latest Method 2022]
Aaj ki esi post main, main aapko batawonga ke gmail kya hai aur gmail id kaise banaye. Agar aapko Gmail ke baare main sahi information chaiye to ye post aap keliye informative ho sakta hai es lea es post ko end tak read kare.
Gmail ka password kaise change kare
Gmail kya hai
Gmail google ka aik product hai jis ke throw aap apne Email ko dusri Email tak send kar sakte hai. Gmail dunya ka sabse zyada use hone wala email id hai jis ke throw aap kisi bi country main apne Email ko dusri country main aasani se baij sakte hai.
Gmail id kaise banaye 2022
Gmail google ke throw tayar karda aik free email service hai.jo google aapko bilkul free main provide karta hai. Google ne gmail ko April 2004 main aik mahdood beta release start kya jo july 2009 ko complete howa.
Saal 2018 tak Gmail ke users 1.7 billion user tee.ye dunya ke 104 languages main available hai Gmail ko paul Buchheit ne Ejad kya taa. Aaka agar gmail account nahi hai to aap google play store use nahi kar sakte.
Aap agr google ke products se paise kamana chate hai to aap google ka koyi bi product gmail ke bagair use nahi kar sakte pahle aapko apna gmail ka account se, jis be product se aap paise kamana chate hai to us ka account create karna padhega for example,
1.Aap agar youtube ka channel banana chate hai to aapko sabse apne gmail id se Sign in karna padhega us ke baad aap apna aik youtube channel create kar sakte hai.
2.Aap agar blogger pa apna website banana chate hai to aapko sabse apne gmail se Sign in karna hoga us ke baad aap apna blogger par websitel create kar sakte hai.
Also Read This Posts.⇓
- Youtube Channel Kaise Banaye | Youtube se paise kaise kamaye
- google adsense approval tricks 2022 in urdu
- Top 10 Whatsapp tricks in 2022 in urdu
Email ID-Gmail ID-Yahooo ID kaise Banaye?
Gmail ID kaise banaye 2022
Friend Gmail id banane keliye aapke paas aik mobile ya computer hona zaroori hai .es post main, main aapko mobile se aur laptop se gmail id banana sekawonga. Es post main, main aapko step by step batawonga pore detail ke saat ke mobile ya pir computer se gmail id kaise banayi jati hai es post ko end tak padhte rahe.
Mobile se Gmail id banane ka Tarika
Mobile se gmail id banane ke 2,3 tarike hai lakin main aapko aik tarika batawonga jis ko aap follow karke mobile se gmail id assani ke saat create kar sakte hai. Mobile se email id banane ka tarika neche dya gya hai.
Step 1: apne mobile Gmail app ko open kare
Step 2: side icon par click kare and add account par click kare
Step 3: and then google par click kare
Step 4: create account par click kare and then for my self par click kare
Step 5: First and Last name type kare and then next par click kare
Step 6: Date of birth day, month, year, and Gender ko select kare aur next par click kare
Step 7: apne password ko type karke dobara conform kare
Step 8: i Agree par click kare
Aap es tarah se apne mobile ke throw new email id bana sakte hai.
Laptop se gmail id banane ka Tarika
Lapetop se Gmail id banane ka tarika neche dya gya hai jis ko aap follow karke aap aik new gmail id create kar sakte hai.
Step1: sabse pahle aap apne browser ko open kare
Step2: Browser ko open karne ke baad aap google main type kare( Sign up for Gmail )
Step3: Sign in for gmail ko type karne ke baad aap create your google account par click kare.
Step4: apna first name and last name type kare
Step5: jis naam se bi aap gmail account create karna chate ho aap us naam ko type kare
Step6: apne Gmail ka jo bi password rakna chate ho us ko type kare and then apne password ko again confirm kare.
Step7: Mobile ka number agar aap tye karna chaa ho to type karo agar nahi to (optional) hai. Main aapko suggest karoga ke apna mobile number zaroor dai.
Step8: agar aap recovery email address dena chaa ho to aap dai sakte hai lakin agar anhi to koyi baat nahi .
Step9: apna date of birth ko type kare and then gender ko select karke next par click kare.
Step10: i Agree par click kare.
Es tarah se aap apne laptop ya pir computer ke throw Gmail id bana sakte hai.
Gmail se Email kaise send kare
Gmail se email baijne keliye sabse pahle aapko epne Gmail ki id Sign in karni padhegi. Sign in karne ke baad aap compose par click kare aur baad main aapko aik naya page show hoga jis ke baad aap, jis ko bi email baijna chate ho us ka email id type kare and then subject main koyi bi cheez baijna chate hai us ke baare main short likiye.
Us ke baad apka jo email hai us ko poora type kare. Aur us ke baad aap koyi bi Video, photos, aur file ko attach kar sak sakte hai. Video, photos, ya file ko attach karne ke baad aap send par click kar sakte hai .es tarike se aapka email doosre email id main send ho jaye ga.
Gmail 2 Step Verification kya hai
Gmail 2 step verification ke throw aap apne gmail account ko zyada secure bana sakte hai. Agar aap ne apne gmail account par 2 step verification on ki hai to aapke gmail ka agar password bi kisi ke paas ho to bi aapka gmail use and Sign in nahi kar sakta jab tak aap ose allow nahi kare.
Agar aapke gmail main aapka personal data hai to us ko secure karne ke lea aap 2 step verification on kar sakte hai .2 step verification on karne se aapka gmail secure ho jaye ga.for example aapka agar youtube channel hai ya pir blogger par website hai to aap us par 2 step verification jaroor on kare.
Qunke 2 step verification on karne se aapka youtube channel ya pir aapka blogger website secure rahega. main aapko suggest karonga ke aap apne gmail par jaroor 2 step verification on kare.
Gmail 2 Step Verification kaise on kare
Step 1: Gmail 2 step Verification on karne keliye sabse pahle aap apne Gmail account ko sign in kare .
Step 2: jaha par aapki id ka icon nazar aata hai us par click kare.
Step 3: Manage your Google Account par click kare
Step 4: Security par click kare and then 2 step verification par click kare
Step 5: Get Started par click kare
Step 6::Es ke baad Google aap se aapka gmail password verify karne keliye bole ga apne password ko enter karke verify kare.
Step 7: jis bi Mobile number se aap 2 step verification on karna charahe ho us mobile number ko type karke next par click kare.
Step 8: aap ke mobile number par aik code aye ga us ko type karke enter kare
Step 9: and then on par click kare
To Friend es tarah se aap apne gmail account par 2 Step verification on karke apne gmail account ko Secure ka sakte ho.
Umeed hai aap ko ye article pasand aya hoga. Agar aapko ye article pasand aya ho to aap hamare blog ko Subscribe kar sakte.aap hamare youtube channel ko subscribe kar sakte ho ya aap hame social media for follow bi kar sakte ho.
I do not even understand how I finished up right here, but I thought this put up was once good.
I don’t understand who you are but definitely you
are going to a famous blogger if you happen to aren’t already.
Cheers!
Hi there I am so happy I found your website, I really found
you by error, while I was looking on Digg for something else,
Nonetheless I am here now and would just like to say cheers for a tremendous post and a all round
exciting blog (I also love the theme/design), I don’t have time to browse it all at the moment but I have
bookmarked it and also added in your RSS feeds, so when I have time I will be back to read a great
deal more, Please do keep up the awesome job.
Why visitors still use to read news papers when in this technological
globe all is presented on net?