Online Earning

Mobile se paise kaise kamaye [Latest Method 2022]

Mobile se paise kaise kamaye: Aaj ki dunya mein kis ke paas mobile nahi hai lag bug har kisi ke paas mobile hai lakin kuch loog mobile ko entertainment hone ke lea use karte hai aur kuch loog paise kamne ke lea.

Agar aapko bi mobile se paise kamane hai aur aap internet par ye search kar rahe ho ke mobile se paise kaise kamaye se paise kaise kamaye ya internet par android phone se paise kamane ka tarika jan,na chate ho to aap sahi post par aye ho.


Also Read This Posts.⇓
es post mein, mein pora cover karonga aur aapko pori jankari dunga ke aap android phone se paise kaise kama sakte ho.agar aapko ye jan,na hai ke mobile se paise kaise kamaye to es 
post mein, mein aapko 10 aise tarike batawonga jis ke throw aap apne mobile se paise kama sakte hai.

Read More:

aap android phone se kayi tarike use karke paise kama sakte hai aap youtube channel banakar apne videos ko monotize kar sakte hai aur paise kama sakte hai.

aap apna aik blog ya website banakar apne blog ya website par ads laga kar paise kama sakte hai aap apne andriod phone par instagram ke throw paise kama sakte hai, aap facebook page se bi paise kama sakte hai.

aap online website se bi paise kama sakte hai aur bi bohut saare aise tarike hai jis ke throw aap apne android phone se paise kama sakte hai jis ki details neche dye gaye hai.

 

Mobile se paise kaise kamaye 

Youtube Videos. aap youtube par aapna channel banane ke baad android phone se paise kama sakte hai. android phone par paise kamane ke lea aapko youtube channel banana padhega jis ke baad aap apne videos ko monotize karke android ke throw youtube se paise kama sakte hai.

Mobile se paise kaise kamaye

 

youtube par aap kisi bi topic par aik channel banana padhe ga jis ke baad aapko 4000 ghante ka watch time aur saat main 1000 subscribers karna padhe ga jis ke baad aap apna youtube channel monotize kar sakte hai.

aap ye saara process android phone par kar sake hai.andriod ke throw youtube channel ke lea aap kisi bi topics ko cover kar sakte.

Mobile se paise kaise kamaye Top 1o youtube Topics 

1. Personal Vlogging

agar aapke paas koyi bi knowledge nahi hai aur aap apne android phone se youtube ke throw paise kamana hai to ye topic aapke lea bohut hi acha hai qunke es main aapko sirf aapko vlog karke video banani padhti hai for example 

agar aap kisi Moll ,Market ,Famous areas ,etc main jate hai to aap video banaye aur apne youtube channel par upload kare es tarike se aap bagair kisi knowledge ke baghair apne android phone se paise kama sakte ho.

2. Gaming

aap apne android phone par Game kail kar rocord karne ke baad youtube par upload kar sakte hai ye pir aap youtube par Live game kail kar bi aap apne android phone ke throw youtube se paise kama sakte hai.

3. Cooking and Recipes

aap agar coocking ka master ho aur aap ko kooking recipies ka thoda pata ho to aap kooking ki video bana kar youtube par upload kar sakte hai aur android phone ke throw youtube se paise kama sakte hai.

4. Product Reviews

aap kisi bi product ka review kar ke apne android phone ke throw youtube se paise kama sakte hai for example aap mobile ka review kar sakte hai, aap kisi cameras ka review kar sakte hai aap kisi product ka review kar sakte hai.

5. Health and Fitness Tips

agar aap ko health ye fitness ke baare main information hai to aap youtube par vadios banakar apne experience ko android phone ke throw youtube par share kar sakte ho aur interner se online paise kama sakte ho.

6. Traveling

aap agar kahi aeroplane mein ,train main ,ya pir metrobus mein kahi traveling kar rahe hai to aap apna videos aur aap jis cheez mein traveling kar rahe hai us ke bare main video banakar youtube par upload kar sakte hai aur online apne android phone se paise kama sakte hai.

7. Gadgets and Technology

aap kisi gadget ya technology ke baare main loogo ko bata sakte hai for example aap kisi computer ke baare main video bana sakte hai, aap kis mobile aap ke baare mein loogo ko bata sakte hai

aap kisi website ke baare main loogo ko bata sakta hai aur youtube par video upload karke apne android phone se online paise kama sakte hai.

 

8. Restaurant and Food Reviews

aap kisi restaurant ya food ke baare mein video banakar apne android phone ke throw youtube se paise kama sakte hai.

 

9. Lifehacks

lifehacks par aap video bana kar youtube par upload kar sakte hai for example lock ko kaise kola jata hai key ke baghair, ghar main air cooler kaise banaya jata hai, etc

 

10.Music Related Video

aaka agar awaz acha hai aur aap sahi tarike se gaa sakte hai to aap gaa kar apna video bana sakte hai aur youtube par upload kar sakte hai es tarike se aap apne android mobile se online paise kama sakte hai.

Blogging. aap apne mobile par blogging karke bi zyada paise kama sakte hai abi aap bat karenge ke blogging kaise kare to es ka jawab bi main aap ko daine wala ho. aapko sabse pahle apna aik blog banan hoga us ke baad us blog par article write karne padhe ge .

Mobile se paise kaise kamaye
 

 

jis ke baad aap apna aik blog create kar sakte hai. blog aap free main bi bana sakte hai aur paise ke saat bi bana sakte hai wo aap ke oopar depand karta hai agar aap aik free blog create karna chate hai to aap blogger.com par aik free blog create kar sakte ho. 

agar aap paise ke saat blog banana chate hai to aap wordpress par blog bana sakte hai jis ke lea aapko domail name aur hosting purchase karna padhega jis ke baad aap aik acha blogging website bana sakte hai.

ab baat ati hai ke blogging main konsi topic par blog ya website banaye to mein aapko neche topic ke baare main bi bata deta ho aap kisi bi toptic par kam kar sakte hai lakin mein aapko suggest karogna ke aap aise topic ko select kare jis topic main aapko intresst ho ya pir knowledge ho.

aab baat ati hai ke blog to hum banayege lakin blog se paise kaise kamayenge to blog se paise kamane ke lea aapko sabse pahle apne blog par 20 to 24 post write karne padhege jis ke baad aap adsense ke lea apply kar sakte hai.

adsense ka approval milne ke baad aap adsense se paise kama sakte hai apne android phnoe ke throw blog se paise kamane ke lea aapko apne blog par ads lagane padhenge jis ke baad aapko earning hogi aur aap apne android phone se online paise kama sakte hai.

 

Mobile se paise kaise kamaye top 10 blogging topics

1.Health & Fitness for Busy People

Health par aik blog banan aik acha idea hai aap apne aik health aur fitness ke related blog bana sakte hai. health and fitness par blog banakar aap apne android phone ke throw bohut saare paise kama sakte hai.

qunke health and fitness par aapko google adsense aik acha cpc provide karta hai agar aapko health and fitness ke baare mai jankari hai to aap health and fitness par aik blog bana sakte ho jis ke baad aapko acha cpc mile ga aur aapko zyada earning hogi.

2.Gadgets and Technology

aap gadget ya technology related blog banakar aapne android phone se online paise kama sakte hai.agar aap internet par logo ko technology ke baare main bata sakte hai.

ye aapke lea aik acha option hai.aap apne technology related blog par logoo ko computer, Gadgets, android phones, softwares, apps, ke baare main aik blog likh sakte hai.

Es topic par bi aapko aik acha cpc mile ga jis ke baad aapko acha earning hoga main aapko suggest karoga ke agar aapke pass computer, Gadgets, android phones, softwares, apps, ke baare main knowledge hai to aap es par aik blog banaye.

 

3.Language Learning Blogs

Aap agar aik teacher ho aur aap ke paas time hai to aap internet par language learning blog banakar online apne android phone se paise kama sakte hai. aap kisi bi language ko blog pUar logoo ko sekha sakte hai aap English, Hindi, Urdu, arbic,aur bi bohut language sikha sakte ho.

Jis bi language main aap expert ho aur main aapko bi yahi suggest karoga ke aap jis bi language main expert hai aap apna blog us language par banaye aur logoo ko sikhaye. aap apne language courses ko paid bi sale kar sakte hai aur free main bi logoo ko sikha sakte hai.

 

4. Politics

politics par blog banakr banakar aap bohut zyada views gain kar sakte hai. aap politics par blog ya website create kar ke apne phone ke throw online paise kama sakte hai.

Aap es blog ya website ko automatic blog ya website main bi tabdeel kar sakte hai.aapko wordpress par bohut aise plugin mil jate hai.

jis ke throw automatic blog post kar sakte hai lakin ye tarika aapko wordpress par paid mile ga ye tarika aapko free main avalible nahi hoga. agar aapko polotics ke main intrest hai to aap aik website banaye aur online internet se paise kamaye.

 

5. Breaking News

Aap internet par apna blog banakar international aur local countries ka breaking news dai sakte hai. lakin es blog ke lea aapko time zyada dena padhega qunke jaise hi koi international ya local breaking news ati hai.

To aapko es ke baare main jaldi article write karna padhe ga qunke agar aap late article write karte ho to aapka article viral nahi hoga qunke aap se pahle high domain autority and page autority ke websites ne pahle article write kya hai aur us article ko post kya hai.

 

6. Recipes

Recipes par aap aik acha blog ya website bana sakte hai. agar aapko Recipes ke baari main jankari hai to aap Recipes par bi aik acha blog ya website bana sakte hai. aap kisi biscuits recpies ke baare main logoo ko internet par bata sakte hai. aap kooking recipes ke baare main apna blog create kar sakte hai.

aap saboon, shampoo, handwash liquid, aur bi aise cheezai hai jis par aap apne blog create karke apne mobile phone se online paise kama sakte hai es main bi aapko achi cpc milgi es ke baad aap zyada earning kar sakte hai .

 

7. Personal stories 

kuch loog stories ko bohut zyada like karte hai aur use daikte hai aap personal stories par aik acha blog bana sakte hai aur loogo ko internet par stories ke baare main write kar sakte hai. 

agaraapko storie nahi ati to es ka bi main apko solution bata deta ho. aap kisi shop se stories ki book le aur us stories ko apne blog par upload kare aap es blog se bi zyada online paise kama sakte hai.

 

8. Product reviews

Aap kisi product ke baare main loogo ko bata sakte ho for example koyi mobile market main naya aya hai aur aap us ke baare main apne blog ya website par likna chate hai to aapko us mobile ka poora spesefication apne blog post main likna padhe ga jo ke aap apne mobile phone se kar ke online paise kama sakte hai.

Aur es review blog post par aap googel ads bi laga sakte hai aur aap es blog post par affiliate link bi laga sakte hai aur affiliate marketting ke throw bi aap product reviews se apne mobile phone se paise kama sakte hai.

 

9. Travel

Aap travel ke related bi aik blog ya website bana sakte hai for example aap kisi achi aeroplene main jaa rahe ho to aap us aeroplane aur apne travel ke baare main bi likh sakte hai 

 

10.History

History ke baare main aap aik blog bana sakte hai for example aap apne country ki history ke baare main bata sakte hai, aap kisi mosque ki history par blog post write kar sakte. aap computer ki history par bi blog post write kar sakte hai, es tarike ke aur bi bohut saare histories hai jis par aap aik acha artical write kar sakte hai aur apne mobile phone ke throw online paise kama sakte hai

 

Freelancing.aap apne android phone se freelancing karke bohut saare paise kama sakte hai. abi aap yahi question karoge ke freelancing kya hai to main aapko batata chalo, freelancing main bohut saare cheezai aati hai aap koyi bi online skill sikhe us ke baad aap us par kaam kare to use freelancing kehte hai.

Mobile se paise kaise kamaye
 

 

 

Types of Freelancing

Freelancing main aap web designing kar sakte hai,aap youtube ke lea videos bana sakte hai,aap content writer ban sakte hai, aap Graphic designing se paise kama sakte hai, web development bi kar sakte hai aur us se paise kama sakte hai.

Affiliate Marketting.aap apne android phone ke throw affiliate marketting ke throw bi paise kama sakte hai. affiliate marketting aap youtube channel, blog, website, instagram, facebook page, whatsapp etc ke throw apne android phone par kar sakte hai aur online paise kama sakte hai.

Mobile se paise kaise kamaye

 

Affiliate marketting ke lea aapko kisi company ke saat register kar padge ga jis ke baad aap us company ke kisi product ka affiliate link apne youtube channel, blog, website, instagram, facebook page, whatsapp main laga kar apne android phone se paise kama sakte hai.

Affiliate marketting ke lea aap neche dye gaye companies ko sellect kar sakte hai aur us company ke website par register kar ke affiliate marketting se paise kama sakte hai. aap ke link par jis ne bi click kerke us product ko purchese kya aap ko us ka cummition mile ga.

Best Affiliate Marketting Companies

  1. Flipkart Affiliate
  2. Amazon Affiliate
  3. vCommission
  4. Admitad
  5. HostGator Affiliate
  6. eBay
  7. Nearbuy Affiliate
  8. GoDaddy Affiliate
  9. MakeMyTrip Affiliate
  10. DGM India
  11. BIGROCK
  12. Optimise
  13. Payoom
  14. Komli

 

Social Media. aap apne android phone ke throw social media acconts se bi paise kama sakte hai. agar aapka aik facebook page hai aap us par affiliate marketting karke paise kama sakte hai, agar aapka instagram account hai to bi aap affiliate marketting se paise kama sakte hai ,aap whatsapp se bi online paise kama sakte hai.

Mobile se paise kaise kamaye

 

Apne whatsaap par affiliate marketting karke ,aap telegram se bi online apne android se paise kama sakte hai affiliate marketting karke.aap en social media ke accounts se kisi aur tarike se bi online paise kama sakte hai for example aap apne facebook page ke videos par adds laga kar bi apne android ke throw facebook se paise kama sakte hai.

 

Content writter. aap kis website ya blog ke lea Content writte kar ke bi apne android phone se paise kama sakte hai. agar aapke paas Content writter ka skill hai aur aap content write kar sakte hai to bi aap online paise kama sakte hai.

Mobile se paise kaise kamaye

 

Aap kis bi niche par content write kar sakte hai for example, aap kisi Technology related blog ya website ke lea content write kar sakte hai, aap kisi Health & Fitness for Busy People, Gadgets and Technology, Language Learning Blogs, Politics, Recipes blogs ya websites ke lea bi content write kar sakte hai apne android ke throw

 

Umeed hai aapko ye article pasand aya hoga es tarah ke aur bi article padhne ke lea aap hamare blog ko subscribe kar sakte hai ya aap hamare social accounts par hame follow bi kar sakte hai.agar aapko es article Mobile se paise kaise kamaye ke baare main koyi bi question karni ho to aap muj se comment box mai ponch sakte hai. main aapko answer daine ki kashish karoga 

 

Thanks For Reading This Post..

One thought on “Mobile se paise kaise kamaye [Latest Method 2022]

  • Does your site have a contact page? I’m having a tough time locating it but, I’d like to send you an email. I’ve got some suggestions for your blog you might be interested in hearing. Either way, great website and I look forward to seeing it improve over time.|

    Reply

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *