Seo

Backlink Kya hai | Backlink Kaise Banaye [Latest Method 2022]

Backlink kya hai backlink kaise banaye : Hello Friends,Google kaise number one ya number two ya number three per websites ko rank kar daite hai ye to kisi bi websites ki seo per depand karta hai,magar ham es se aur bi kahi zyada gehrayi mai jaye ge aur baat karenge

agar aap ne apne post ko first page ke top 10 main ranke karana hai to aako lazmi backlink banane hoge jis se aap asani ke saat ranke kar paoge.to aaj ki esi post mai ham baat karenge ke 


What is Backlink | Backink kya hai

For example appko kisi ne koyi artical write karke free mai provide kya lakin usi artical mai 1 ya 2 jago par us ne apne kisi post ya pir apne main page ka link laga dya ho,pir us artical ko aap apne blog ya website per publish karai,per us artical ko joo aapne apne blog ya website per publish kya ta us ko koi read kar raha ho.

aur us artical main jis ne aapko artical provide kya ta free mai, us ne apna link lagaya ta us artical mai , per jo read karne wala hai wo us link per click karai aur read karne wala aapke website se doosre website mai redirect ho jaye esi ko kehte hai backlink.backlinks kayi types ke hote hai.

Also Read This Posts.⇓

 

Types of backlink

  1. Editorial backlinks
  2. Guest blogging backlinks
  3. Backlinks in business profiles
  4. Backlinks from webinars
  5. Free-tool backlinks                             
  6. Acknowledgment backlinks
  7. Guest post bio backlinks
  8. Badge backlinks
  9. Backlinks derived from press releases (on topics worthy of media interest)
  10. Comment backlinks
  11. Paid Links
  12. Backlinks in press releases that are not newsworthy
  13. Low-quality or irrelevant directory links
  14. Low-quality forum backlinks

Backlink ke types jo uper diye gaye hai us mai bi two types ke backlinks hote hai Ist “No follow” backlinks ,and 2nd “Dow Follow”backlinks, abi ham baat karenge ke “No follow” 

agar aapne apne artical ka ranke ya pir apne domain ki athorutiy badhani hai to aap ko backlink banane honge.magar backlink banane se pahle aapko ye janna zaroori hai.

 

No Follow Backlink Kya hai Aur No Follow Backlink Kaise Banaye

NoFollow backlink wo hota hai for example aap ne kisi blog ya pir website per koyi backlink banaya per us website se aapko traffic to ayega lakin wo website jis per aap ne backlink banaya hai wo googel ko suggest nahi kar raha hai.

yani wo website jis per aapne backlink create kya hai wo aapke website ki zemadari nahi le raha,no follow backlink banana koyi aapke website ke lea nuksan nahi hai balke fayda hai lakin es ki etni value nahi hoti,aap bi aapne website per now follow backlink zaroor banaye magar 25% se zyada nahi,esi ko kahte hai no follow backlink.

 

No Follow Backlink Kaise Banaye

No Follow backlink banane ke bohut saare tarike hai but No Follow Backlink banana sabse assan hota hai,do follow backlink ke muqable mai,agar aapko aapne website ke lea no follow backlink banane hai to aap simple kisi doosre website per jakar comment karai,lakin us comment mai aapne apne website ka url add karna hota hai.

 

website ke URL ko add karne ka bi tarika hota hai kisi website mai aapko ye (<a href=”URL”>comment</a>)HTML Code dalna padta hai kisi mai aapko sirf comment karke appko website ka option mile ga us mai aapne apne website ke url ko add karna hot hai,to esi tarike se aap NO Follow Backlink bana sakte hai aru apne website ke ranke ko badha sakte hai.

 

1.Comment se nofollow backlink kaise banaye

 

aap kisi bi website per comment karke nofollow backlink bana sakte hai ,lakin mai aap ko suggest karonga ke aap aik achi website se jis ki domain and page authority zyada ho,us website per comment karke backlink banaye us se aapka artical zyda ranke hoga.

 

2.Blogger.com ke high domain and page authority se backlink banane ka tarika

aapka agar blogger per website hai to aap blogger ke setting mai jake profile setting per click karai aur apne profile create karke blogger se high and power full no follow backlink bana sakte hai. aur apne artical ko google main ranke kara sakte hai.

 

Do Follow Backlink Kya hai Aur Do Follow Backlink banane ka tarika

Do Follow backlink wo hota hai. for example aap ne kisi blog ya pir website per koyi backlink banaya per us website se aapko traffic to ayega lakin wo website jis per aap ne backlink banaya hai wo google ko suggest  karta hai yani wo website jis per aapne backlink create kya hai wo aapke website ki zemadari le raha hai.

 

aur google ko suggest kar raha hai jis website per aapne backlink create kya hai,aapki website ki poori zimadari lea raha hai ke es ko follow karai. aap bi aapne website per Do follow backlinks zaroor banaye jitni aap zyada bana sakte hai etni aapki website ki ranke badhi gi, esi ko kahte hai Do follow backlink.

 

Do Follow Backlink banane ka tarika

DoFollow backlink banane ke bohut saare tarike hote hai. do follow backlink ko banan etna aasan bhi nahi balke itna mushkil bi nahi. Do Follow backlink create karne ka tarika no follow backlink se kayi mushkil hota hai. dofollow backlink nofollow backlink se kayi zyada power full hota hai.

 

Dofollow backlink mai bi normal and power full hota hai. for example agar aapko aik ache website se jis ka domain authority and page authority ache ho aap ko us website se backlnk milta hai. to wo power full backlink kehlaye ga. ya aap aik normal website se jis ka domain and page authority kam ho us se aap aik backlink leta ho to wo backlink low quality backlink hoga.

 

agar aapko bi aapne website per do follow backlink banane ho to aap koshish karai ke aap power full websites se backlink banaye to us se aapko fayda hoga aur aapka website bi ranke karega.do follow backlink neche diye gaye saare tariku se bana sakte hai.

 

1. Guest Post se do follow backlink banane ka tarika

Do follow backlink  banane ke lea  Guest Post aik amazing way hai, Guest Post karke aap aik power full do follow backlink bana sakte hai. gest post ke zarye backlink create karne ka tarika ye hai ke aap koyi acha sa amazing artical lekiye.

 

us ke baad aap us artical mai apna linking karai aur kisi bi doosri website ko provide karai. jo website gest post accept ka raha ho to es tarike se aap apne website ke lea aik power full backlink bana sakte hai. gest post jis website ko aap provide karoge wo website ka domain and page authority high hona chahiye tab aapko bohut fayda mile ga.

 

2.Comment se dofollow backlink banane ka tarika

Comment se bi aap dofollow backlink bana sakte hai lakin aapko resesrch karna padhe ga. research karne ke baad aap comment karke do follow backlink bana sakte hai.

Aur apne website ya pir artical ka ranke badha sakte ho,lakin friends yaha mai aik aur baat add karo ke comment se do follow backlink banane ke lea aapko research zaroor karna padhe ga. qunke comment se jo backlink milte hai wo zyada tar no follow hote hai.

 

3.websites per profile banakar Do Follow backlink kaise banaye

app profile backlink se bi do follow backlink bana sakte hai,aap google per search karke profile do follow backlink websites ko. us per aap profile banakar apne website ka link add karke do follow backlink create kar sakte hai. aur apne website ya pir artical ki ranke badha sakte hai.

 

4.youtube se Do Follow backlink kaise banaye

agar aapka youtube channel hai to aap youtube channel se bi aik do follow backlink bana sakte hai.youtube se do follow backlink banane ka tarika ye hai ke aap apne youtube ke my channel per click karai,my channel per click karne ke baad app custamize per click karai.

 

So click karne ke baad aap about per click karai ,click karne ke baad aap add per click karai. add per click karne ke baad apne website ke link ko add karai then save per click karai. to es tarah se aap youtube se aik dofollow backlink create kar sakte hai.

 

Do Follow ya No Follow Backlinks check karne ka tarika

Agar aapko check karna hai ke jis website se aapne backlink banya hai wo do follow hai ya no follow to us ko check karne ke lea aap ne jaha per apna link dya hai us link per mouse ka arrow rakh kar per right click karai,aapko kuch option show kare ga us option mai aap inspect per click karai.

 

click karne ke baad aapko show ho jaye ga ke aapne jo backlink banaya hai wo do follow hai ya no follow,agar no follow hoga to aapko nofollow dikayi dega agar do follow hoga to aapko us mai sirf aapka link dikyi dega.to es tarah se aap backlink ko check kar sakte hai ke aap ne jo backlink banaya hai wo do follow hai ya no follow.

 

To friends es tarah se aap apne websites per backlink bana sakte hai ,No Follow backlink ho ya Do Follow backlink lakin main aapko suggest karoonga ke aap aapne website per 25%  no Follow backlink banaye aur 75% do follow backlink banaye.

 

Blog ya website seo (search engine optamization) karne ka tarika

es se aapke website ka artical jaldi ranke hoga. agar aapne apne artical ko top 10 websites mai ranke karna hai to aapko aapne competitor ka backlink data check karna padhe ga.jise aapko maloom hoga ke aapke competitor ke kitne backlink hai aur konse websites se aap ke competitor ne backlink banaye hai.

 

for example aapke competitor ne 98 ache websites se backlinks banaye hai to aapko bi ache websites se 99 backlinks banane hoge.tab aap apne competitor se aagee nikal sakte hia.lakin aapko apne artical ke seo (search engine optimization) ka bi kaapi dehan rakna padhe ga.

 

agar aapke artical ka seo (search engine optimization) aap ne sahi nahi kya hai to bi aap first page ya first position per ranke nahi kar sakte.es lea aapko aapne artical ke seo (search engine optimization) ka zyada dehan rakna padhe ga.

 

14 thoughts on “Backlink Kya hai | Backlink Kaise Banaye [Latest Method 2022]

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *