Tips & Tricks

Best computer tricks in hindi every should know

Aaj mein aapko batawoga Best Computer tricks in hindi ke baare mein agar aap aik student ho ya pir computer ka koyi course kar rahe ho to ye post aapke lea hai .aap es post ko read karke apne knowledge mein izafa kar sakte ho esliye es post ko end tak read kare.
computer tricks in hindi
computer tricks in hindi
Computer tricks in hindi⇒ kya aap apne aapko aik computer Export bolte hai,apko computer ke bare mai sab kuch pata hai pori jankari hai ya pir aap philal computer ki padhai kar rahe hai school mai ya pir college mai,apko agar computer ke bare mai jankari leani ho to aap es post ko last tak padhte rahye mai apko kuch computer tricks batawonga jis ke bare mai apko jaror pata hona chaiye aur ye jan na apke ke lea bohut important hai.

Password Change karne ka Tarika

How To Change Your Computer Password/Computer ka Password kaise Change karai
To sabse pahla jo computer trick hai password ko change karna aj mai apko aik aisa computer trick batawonga jis ke zarye aap apne computer ka password asani se change kar sakte ho wo bi bina current password ke .
aap ke zehan mein ye baat zaroor aye ga ke computer ya pir laptop mein to password change karna bohut easy hai lakin us mein aapko old password ka option bi milta hai aur aap se old passwor ko enter karne ke lea bol rahe hote hai.lakin ye pata aapko nahi hoga ke bina old password enter kiye kaise computer ya pir laptop ka password change kar sakte hai es post mein mein aapko batawoga.
  • sabse pahle apne computer mai (Commond Prompt)ko open karai
  • pir Commond Prompt per right click karke (Run as Administrator)select karai
  • apko adminstrator :commond prompt open ho jaye ga us ke bad apko type karna hai net user and then enter karai.
  • apke computer mai jitne bi account bane hoye hai apko show karega us ke baad apne type karna hai net user then apko jis bi account ka password change karna hai us ka nam type karai and then jo bi password aap set karna chate ho wo type karai and then enter karai.
  • For Example (net user Guest newpassword)
computer tricks in hindi
computer tricks in hindi
To es tarah se aap apne computer ya laptop ka password change kar sakte hai aur apne computer ko secure kar sakte hai.

Apne Computer mein kisi bi website ko blog kaise karai

agar ap apne apko computer export bolte ho ya aap computer science ki padhai kar rahe ho school ya colloge mai to apko es computer trick ke bare mai zaroor pata hona chaiye to aaiye jante hai ke aap apne computer per kisi bi website ko kaise block kar sakte hai qunke ye jan na aapke lea bohut hi important hai.
  • (Run) mode ko open karai.
  • Run mode mai apko ye code type karke open karna hai %windir%system32driversetc and then ok per click karai.
  • apko aik naya page open hoga jis mai ap ne hosts per right click karke open with per click karna hai and then notepad ko select karai yani open karna hai.
  • es ke baad apko notepad open ho jayega type karai local ip adress for example apka local ip adress hai 127.0.0.1 to apko type karna hai.
  • 127.0.0.2 www.websitename.com
  • 127.0.0.3 website.com and then notepad mai file mai jakar save per click karai.
computer tricks in hindi
computer tricks in hindi
computer tricks in hindi
computer tricks in hindi
Also Read This Post.⇓
To dosto es tarah se aap apne computer par kisi bi website ko block kar sakte hai aur apne computer ko safe kar sakte hai.
Umeed hai aapko ye artical pasand aya hoga es tarah ke aur bi artical padhne ke lea aap hamare blog ko subscribe kar sakte hai.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *